Naino me badra chhaye

Bijali si chamake haae

Aise me balam mohe garwa laga le

Naino me badra chhaye

Madira me dubi ankhiyaan

Chachal hai dono sakhiyaan

Dhalati rahegi tohe

Palako ki pyaari pakhiyaan

Sharma ke degi tohe

Madira ke pyaale

Naino me badra chhaye

Prem deewani hun me

Sapno ki raani hun mai

Prem deewani

Prem deewani hun me

Sapno ki raani hun mai

Pichhale janam se teri

Prem kahaani hun mai

Aa is janam me bhi

Tu apna bana le

Naino me badra chhaye

Bijali si chamake haae

Aise me balam mohe garwa laga le

Naino me badra chhaye

नैनों में बदरा छाए, बिजली सी चमके हाए
ऐसे में बलम मोहे, गरवा लगा ले
नैनों में...

मदिरा में डूबी अँखियाँ
चंचल हैं दोनों सखियाँ
झलती रहेंगी तोहे
पलकों की प्यारी पखियाँ
शरमा के देंगी तोहे
मदिरा के प्याले
नैनों में...

प्रेम दीवानी हूँ में
सपनों की रानी हूँ मैं
पिछले जनम से तेरी
प्रेम कहानी हूँ मैं
आ इस जनम में भी तू
अपना बना ले
नैनों में...