India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah
Home

Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste (दो रंग दुनिया के और दो रास्ते)

Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste (दो रंग दुनिया के और दो रास्ते)

Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste (दो रंग दुनिया के और दो रास्ते) lyrics from the movie Do Raaste (1969) is sung by Mukesh (Mukesh Chand Mathur). featuring Rajesh Khanna. The lyrics are penned by Anand Bakshi.

Read the complete lyrics of Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste (दो रंग दुनिया के और दो रास्ते) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

This song beautifully combines meaningful lyrics with a pleasant melody.

Facebook Twitter

Lyrics

do rang duniya ke aur do raste
do rang duniya ke aur do raste
do rup jivan ke jine ke waste
do rang duniya ke aur do raste

soch samajh ke pav rakhe, samjha do har divane ko
samjha do har divane ko
ik rasta mandir ko jaye, ik jaye maikhane ko
ik jaye maikhane ko
rasta bhul naa jaye, rahi dhokha naa khaye
do rang duniya ke aur do raste
do rup jivan ke jine ke waste
do rang duniya ke aur do raste

ek hain aise log jo, auro ki khatir jite hain
auro ki khatir jite hain
dusre woh jo apni khatir, apno ka khun bhi pite hain
apno ka khun bhi pite hain
koyi phul khilaye, koyi kante bikhraye
do rang duniya ke aur do raste
do rup jivan ke jine ke waste
do rang duniya ke aur do raste
aur do raste, aur do raste

दो रंग दुनिया के और दो रास्ते
दो रंग दुनिया के और दो रास्ते
दो रूप जीवन के जीने के वास्ते
दो रंग दुनिया के और दो रास्ते

सोच समझ के पाँव रखे
समझा दो हर दिवाने को
समझा दो हर दिवाने को
इक रस्ता मंदिर को जाए
इक जाए मई खाने को
इक जाए मई खाने को
रास्ता भूल न जाए
राही धोखा ना खाये

दो रंग दुनिया के और दो रास्ते
दो रूप जीवन के जीने के वास्ते
दो रंग दुनिया के और दो रास्ते

एक हैं ऐसे लोग जो
औरों की खातिर जीते हैं
औरों की खातिर जीते हैं
दूसरे वो जो अपनी खातिर
अपनों का खून भी पीते हैं
अपनों का खून भी पीते हैं
कोई फूल खिलाये
कोई काँटे बिखराये

दो रंग दुनिया के और दो रास्ते
दो रूप जीवन के जीने के वास्ते
दो रंग दुनिया के और दो रास्ते
और दो रास्ते और दो रास्ते.



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste (दो रंग दुनिया के और दो रास्ते)" song?

"Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste (दो रंग दुनिया के और दो रास्ते)" is sung by Mukesh (Mukesh Chand Mathur).

02 Which movie is "Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste (दो रंग दुनिया के और दो रास्ते)" from?

This song is from the movie Do Raaste (1969).

03 Who wrote the lyrics of "Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste (दो रंग दुनिया के और दो रास्ते)"?

The lyrics are written by Anand Bakshi.

04 Where can I read "Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste (दो रंग दुनिया के और दो रास्ते)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Do Rang Duniya Ke Aur Do Raste (दो रंग दुनिया के और दो रास्ते)" on this page.