India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah

Khushiyan Aur Gam (खुशियाँ और ग़म)

Khushiyan Aur Gam (खुशियाँ और ग़म) lyrics from the movie Mann (1999) is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan. featuring Aamir Khan and Manisha Koirala. The lyrics are penned by Sameer.

Read the complete lyrics of Khushiyan Aur Gam (खुशियाँ और ग़म) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

Music lovers admire this song for its touching lyrics and tune.

Facebook Twitter

Lyrics

खुशियाँ और ग़म सहती हैं 
फिर भी ये चुप रहती हैं 
अबतक किसी ने ना जाना 
ज़िन्दगी क्या कहती है
खुशियाँ और ग़म सहती हैं 
फिर भी ये चुप रहती हैं 
अबतक किसी ने ना जाना 
ज़िन्दगी क्या कहती है

अपनी कभी तो कभी अजनबी 
आसूं कभी तो कभी है हंसी 
डर या कभी तो कभी तिश्नगी 
लगती है ये तो

खुशियाँ और ग़म सहती हैं 
फिर भी ये चुप रहती हैं 
अबतक किसी ने ना जाना 
ज़िन्दगी क्या कहती है

खामोशियों की धीमी सदा है 
ये ज़िन्दगी तो रब की दुआ है 
छू के किसी ने इसको देखा कभी ना 
एहसास की है खुशबू महकी हवा है 

खुशियाँ और ग़म सहती हैं 
फिर भी ये चुप रहती है 
अबतक किसी ने ना जाना 
ज़िन्दगी क्या कहती है
आहा आ हम्म हूं..

मन से कहो तुम, मन की सुनो तुम 
मन मीत कोई, मन का चुनो तुम 
कुछ भी कहेगी दुनिया, दुनिया की छोडो 
पलकों में सजके झिलमिल 
सपने बनाओ तुम 

खुशियाँ और ग़म सहती हैं 
फिर भी ये चुप रहती हैं 
अबतक किसी ने ना जाना 
ज़िन्दगी क्या कहती है

अपनी कभी तो कभी अजनबी 
आसूं कभी तो कभी है हंसी 
डर या कभी तो कभी तिश्नगी 
लगती है ये तो 

खुशियाँ और ग़म सहती है
खुशियाँ और ग़म सहती है
फिर भी ये चुप रहती है
फिर भी ये चुप रहती है
अबतक किसी ने ना जाना 
अबतक किसी ने ना जाना 
ज़िन्दगी क्या
ज़िन्दगी क्या कहती है

Khushiyan aur gham sehti hai
Phir bhi ye chup rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai

Khushiyan aur gham sehti hai
Phir bhi ye chup rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai

Apni kabhi to kabhi ajnabee
Aansoo kabhi to kabhi hai hasi
Dariya kabh to kabhi tishnagi
Lagti hai ye to

Khushiyan aur gham sehti hai
Phir bhi ye chup rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai

Khamoshiyon ki dheemi sadaa hai
Ye zindagi to rab ki dua hai
Chu ke kisi ne isko
Dekha kabhi na
Ehsaas ki hai khushboo
Mehki hawa hai

Khushiyan aur gham sehti hai
Phir bhi ye chup rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai
Ahaa aa aa aa
Umm hmm umm umm

Mann se kaho tum
Mann ki suno tum
Mann meet koi
Mann ka chuno tum

Kuch bhi kahegi duniya
Duniya ki chodo
Palkon mein sachke jhil mil
Sapne buno tum

Khushiyan aur gham sehti hai
Phir bhi ye chup rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai

Apni kabhi
To kabhi ajnabee
Aansoo kabhi
To kabhi hai hasi
Dariya kabhi
To kabhi tishnagi
Lagti hai ye to

Khushiyan aur gham sehti hai
Khushiyan aur gham sehti hai
Phir bhi ye chup rehti hai
Phir bhi ye chup rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai
Zindagi kya kehti hai.



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Khushiyan Aur Gam (खुशियाँ और ग़म)" song?

"Khushiyan Aur Gam (खुशियाँ और ग़म)" is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan.

02 Which movie is "Khushiyan Aur Gam (खुशियाँ और ग़म)" from?

This song is from the movie Mann (1999).

03 Who wrote the lyrics of "Khushiyan Aur Gam (खुशियाँ और ग़म)"?

The lyrics are written by Sameer.

04 Where can I read "Khushiyan Aur Gam (खुशियाँ और ग़म)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Khushiyan Aur Gam (खुशियाँ और ग़म)" on this page.