Dikhaai die yun ki bekhud kiya
Dikhaai die yun ki bekhud kiya is a popular song from , performed by Lata Mangeshkar. featuring Farooq Shaikh, Naseeruddin Shah and Smita Patil, Supriya Pathak.
Read the complete lyrics of Dikhaai die yun ki bekhud kiya and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
This song is cherished for its simplicity and heartfelt lyrics.
Lyrics
Dikhayi diye yun, ki bekhud kiya
Dikhayi diye yun, ki bekhud kiya
Humein aap se bhi
Juda kar chale
Dikhayi diye yun, ki bekhud kiya
Dikhayi diye yun
Jabin sajda karte hi, karte gayi
Jabin sajda karte hi, karte gayi
Hak-e-bandagi hum, ada kar chale
Dikhayi diye yun, ki bekhud kiya
Humein aap se bhi
Juda kar chale
Dikhayi diye yun
Parastish ki yaan tak, ke Ae boot tujhe
Parastish ki yaan tak, ke Ae boot tujhe
Nazar mein sabhon ki, khuda kar chale
Dikhayi diye yun, ki bekhud kiya
Humein aap se bhi
Juda kar chale
Dikhayi diye yun
Bahut aarzoo thi, gali ki teri
Bahut aarzoo thi, gali ki teri
So yaan se lahu mein, naha kar chale
Dikhayi diye yun, ki bekhud kiya
Humein aap se bhi, juda kar chale
Dikhayi diye yun, ki bekhud kiya
Dikhayi diye yun
दिखाई दिए यूँ कि बेखुद किया -२
हमें आप से भी जुदा कर चले
दिखाई दिए यूँ
जबीं सजदा करते ही करते गई -२
हक़-ए-बंदगी यूँ अदा कर चले
दिखाई दिए यूँ
परस्तिश की याँ तक कि ऐ बुत तुझे -२
नज़र में सभों की ख़ुदा कर चले
दिखाई दिए यूँ
बहुत आर्ज़ू ती गली की तेरी -२
सो यास-ए-लहू में नहा कर चले
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Dikhaai die yun ki bekhud kiya" is sung by Lata Mangeshkar.
This song is from the movie unknown.
The lyrics are written by the lyricist.
You can read the full lyrics of "Dikhaai die yun ki bekhud kiya" on this page.
