मेरी बात रही मेरे मन में कुछ कह न सकी उलझन में मेरे सपने अधूरे, हुए नहीं पूरे आग लगी जीवन में मेरी बात रही मेरे मन में ... ओ रसिया, मन बसिया रग रग में हो तुम ही समाये मेरे नैना करे बैना मेरा दर्द न तुम सुन पाये जिया मोरा प्यासा रहा सावन में मेरी बात रही मेरे मन में ... कुछ कहते, कुछ सुनते क्यों चले गये दिल को मसल के मेरी दुनिया हुई सूनी बुझा आस का दीपक जल के छाया रे अन्धेरा मेरी अखियन में मेरी बात रही मेरे मन में ... तुम आओ कि न आओ पिया याद तुम्हारी मेरे संग है तुम्हे कैसे ये बताऊँ मेरी प्रीत का निराला एक रंग है लागा हो ये नेहा जैसे बचपन में मेरी बात रही मेरे मन में ...
Meri baat rahi mere mann me Kuchh kah naa saki uljhan me Meri baat rahi mere mann me Kuchh kah naa saki uljhan me Meri baat rahi mere mann me Kuchh kah naa saki uljhan me Mere sapane adhure huye Nahi pure aag lagi jivan me Meri baat rahi mere mann me Kuchh kah naa saki uljhan me O rasiya mann basiya nas Nas me ho tum hi samaaye Mere naina kaare baina Mera dard naa tum sun paaye Jiya mora pyaasa raha saawan me Meri baat rahi mere mann me Kuchh kah naa saki uljhan me Kuchh kahate kuchh sunate Kyon chale gaye dil ko masal ke Meri duniya huyi suni Buja aas kaa dipak jaan ke Chhaaya re andhera meri aakhiya me Meri baat rahi mere mann me Kuchh kah naa saki uljhan me Tum aao ke na aao piya Yaad tumhaari mere sang hain Tumhe kaise yeh bataau mere Prit kaa niraala ik rang hain Laga ho yeh neha jaise bachapan me Meri baat rahi mere mann me Kuchh kah naa saki uljhan me Mere sapane adhure huye Nahi pure aag lagi jivan me Meri baat rahi mere mann me Kuchh kah naa saki uljhan me Meri baat rahi mere mann me Kuchh kah naa saki uljhan me
