India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah

Lakhon Haseen (लाखों हसीं)

Lakhon Haseen (लाखों हसीं) lyrics from the movie Main Khiladi Tu Anari (1994) is sung by Asha Bhosle, Kumar Sanu. featuring Saif Ali Khan and Raageshwari. The lyrics are penned by Anwar Sagar.

Read the complete lyrics of Lakhon Haseen (लाखों हसीं) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

This song has captured hearts with its simple yet powerful lyrics.

Facebook Twitter

Lyrics

लल लल ला
लला ला ला ला
लल लल लल ला
लला ला ला

बस आप पहली बार
दिल में उतर गए
लाखों हसीन मेरी
नज़र से गुज़र गए
बस आप पहली बार
दिल में उतर गए

लाखों जवान मेरी
नज़र से गुज़र गए
बस आप पहली बार
दिल में उतर गए

लाखों हसीन मेरी
नज़र से गुज़र गए

तन्हा था रात दिन
मैं आप के बिना
हर एक पल आप की दिल को
तलाश थी

एक रोज मिलेंगे आप
कहती थी धड़कनें
बेताब जिंदगी को
मिलने की आस थी

मिलने से आप के
हम तो निखार गए
बस आप पहली बार
दिल में उतर गए

लाखों जवान मेरी
नज़र से गुज़र गए

चाहत में आप की
छाया है वो नशा
मैं नाम आप का
लिखता हूँ हर जगह

देंगे ना दिल किसी को
ये खाई थी कसम
देखा जो आप को
तो तोड दी कसम

दीवाना हमको आप
एक पल में कर गए
बस आप पहली बार
दिल में उतर गए

Lal lal la
Lla la la la
Ll ll ll la
Lla la la

Bas aap pehli baar
Dil mein utar gaye
Laakhon haseen meri
Nazar se guzar gaye
Bas aap pehli baar
Dil mein utar gaye

Laakhon jawaan meri
Nazar se guzar gaye
Bas aap pehli baar
Dil mein utar gaye

Laakhon haseen meri
Nazar se guzar gaye

Tanha tha raat din
Main aap ke bina
Har ek pal aap ki dil ko
Talaash thi

Ek roz milenge aap
Kehti thi dhadkanein
Betaab zindagi ko
Milne ki aas thi

Milne se aap ke
Hum to nikhar gaye
Bas aap pehli baar
Dil mein utar gaye

Laakhon jawaan meri
Nazar se guzar gaye

Chaahat mein aap ki
Chhaaya hai wo nasha
Main naam aap ka
Likhta hoon har jagah

Denge na dil kisi ko
Ye khaayi thi kasam
Dekha jo aap ko
To tod di kasam

Deewana humko aap
Ek pal mein kar gaye
Bas aap pehli baar
Dil mein utar gaye



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Lakhon Haseen (लाखों हसीं)" song?

"Lakhon Haseen (लाखों हसीं)" is sung by Asha Bhosle, Kumar Sanu.

02 Which movie is "Lakhon Haseen (लाखों हसीं)" from?

This song is from the movie Main Khiladi Tu Anari (1994).

03 Who wrote the lyrics of "Lakhon Haseen (लाखों हसीं)"?

The lyrics are written by Anwar Sagar.

04 Where can I read "Lakhon Haseen (लाखों हसीं)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Lakhon Haseen (लाखों हसीं)" on this page.