India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah
Home

Sau Saal Pehle Ki Baat Hai (सौ साल पहले की बात है)

Enjoy the lyrics of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai (सौ साल पहले की बात है), a hit track from Saraswatichandra (1968) sung by Mahendra Kapoor. featuring Nutan. The lyrics are penned by Indeevar.

Read the complete lyrics of Sau Saal Pehle Ki Baat Hai (सौ साल पहले की बात है) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

This track is popular among listeners for its melody and meaningful words.

Facebook Twitter

Lyrics

Hey ae ae ae hey hey ae
Sau saal pehle ki baat hai
Ae ae ae ae hey
Sau saal pehle ki baat hai
Bharat ke ik pariwaar mein
Ek tyaag moorti baalak ka
Avtaar hua sansaar mein
Sau saal pehle ki baat hai

Tyaag murti baalak par dekho
Honee ne anyaay kiya
Maasoom abhi palne mein thha
Mamta ka aanchal chheen liya
Sauteli maata se usko
Maata ka pyaar na mil paaya
Maali thha bagiya thhi phir bhi
Man ka to phool na khil paaya aa aa
Hey us kali se komal baalak ko
Patjhad hi mila bahaar mein
Ek tyaag moorti baalak ka
Avtaar hua sansaar mein
Sau saal pehle ki baat hai

Bhola bhaala thha aur ke dukh se
Dil ko dukhi kar leta thha
Auron ki aankh ke aansoo
Apne daaman mein bhar leta thha
Thhi chaar deewaari mein naari
Aur thha agyaan ka andhiyaara
Har taraf thhi maut mahaamaari
Aur bhookhaa thha bharat sara aa
Hey use man hi man vairaagya hua
Jab dukh dekhe sansaar mein
Ek tyaag moorti baalak ka
Avtaar hua sansaar mein
Sau saal pehle ki baat hai

हे ऐ ऐ ऐ हे हे ऐ
सौ साल पहले की बात है
ऐ ऐ ऐ ऐ हे
सौ साल पहले की बात है
भारत के एक परिवार में
एक त्याग मूर्ति बालक का
अवतार हुआ संसार में
सौ साल पहले की बात है

त्याग मूर्ति बालक पर देखो
होनी ने अन्याय किया
मासूम अभी पालने में था
ममता का आंचल छीन लिया
सौतेली माता से उसको
माता का प्यार न मिल पाया
मालि ठ बगिया थी फिर भी
मन का तो फूल न खिल पाया ा आ
हे उस काली से कोमल बालक को
पतझड़ ही मिला बिहार में
एक त्याग मूर्ति बालक का
अवतार हुआ संसार में
सौ साल पहले की बात है

भोला भाला था और के दुःख से
दिल को दुखी कर लेता था
औरों की आँख के आँसू
अपने दामन में भर लेता था
थी चार दिवारी में नारी
और ठ अज्ञान का अंधियारा
हर तरफ थी मौत महामारी
और भूखा था भारत सारा ा
हे उसे मन ही मन वैराग्य हुआ
जब दुःख देखे संसार में
एक त्याग मूर्ति बालक का
अवतार हुआ संसार में
सौ साल पहले की बात है

एक रोज़ निकल जाए न कहीं
बेटा बन में बन संयासी
ये सोच पिता ने मंगनी कर दी
ढून्ढ के लड़की चन्दा सी
आज्ञा तो पिता की मानि पर
दुल्हन के घर ये खत भेजा
है राह मेरी काँटों वाली
आदर्श मेरा है जन सेवा ा ा
है मुझे प्यार ढालना हैं अपना
सारी दुनिया के प्यार में
एक त्याग मूर्ति बालक का
अवतार हुआ संसार में
सौ साल पहले बात है



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Sau Saal Pehle Ki Baat Hai (सौ साल पहले की बात है)" song?

"Sau Saal Pehle Ki Baat Hai (सौ साल पहले की बात है)" is sung by Mahendra Kapoor.

02 Which movie is "Sau Saal Pehle Ki Baat Hai (सौ साल पहले की बात है)" from?

This song is from the movie Saraswatichandra (1968).

03 Who wrote the lyrics of "Sau Saal Pehle Ki Baat Hai (सौ साल पहले की बात है)"?

The lyrics are written by Indeevar.

04 Where can I read "Sau Saal Pehle Ki Baat Hai (सौ साल पहले की बात है)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Sau Saal Pehle Ki Baat Hai (सौ साल पहले की बात है)" on this page.