India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah
Home

Dil Sachaa Aur Chehra Jhutha (दिल सच्छा और चेहरा झुटा)

Dil Sachaa Aur Chehra Jhutha (दिल सच्छा और चेहरा झुटा)

Enjoy the lyrics of Dil Sachaa Aur Chehra Jhutha (दिल सच्छा और चेहरा झुटा), a hit track from Sachaa Jhutha (1970) sung by Kishore Kumar. featuring Rajesh Khanna and Mumtaz Askari. The lyrics are penned by Indeevar.

Read the complete lyrics of Dil Sachaa Aur Chehra Jhutha (दिल सच्छा और चेहरा झुटा) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

This song has captured hearts with its simple yet powerful lyrics.

Facebook Twitter

Lyrics

Dil ko dekho chehara naa dekho
Dil ko dekho chehara naa dekho
Cheharo ne laakho ko luta
Ha dil sacha aur chehara jhuta
Dil sacha aur chehara jhuta
Dil ko dekho chehara naa
Dekho cheharo ne laakho ko luta
Ha dil sacha aur chehara jhuta
Dil sacha aur chehara jhuta

Jo apani sachi surat dikha
De aise nahi duniyawaale
Sabne hi apne cheharo ke
Aage jhut ke parde hain daale
Meethi hontho pe baat
Dil mein rehati hai khat
Dil kaa hontho se naata hi tuta
Dil sacha aur chehara jhuta
Dil sacha aur chehara jhuta
Dil ko dekho chehara naa dekho

Tann se toh aajad ham ho gaye
Hain mann se gayi naa gulaami
Pardesi bhasga aur vesh koHi dete hain abb tak salaami
Bhul kar apana rang
Sikhe auro kaa dhang
Apnepan kaa chalam hamse chhuta
Dil sacha aur chehara jhuta
Dil sacha aur chehara jhuta
Dil ko dekho chehara naa dekho

Marji tumhaari tum
Kuchh bhi samajho
Jo ham hain woh ham hi jaane
Rang rup dekhe toh
Dekhe zamana ham
Pyaar ke hain divaane
Puje dhan ko sansaar
Hame mann se hai pyaar
Dhan kisi baat par hamse rutha
Dil sacha aur chehara jhuta
Dil sacha aur chehara jhuta
Dil ko dekho chehara naa dekho
Cheharo ne laakho ko luta
Ha dil sacha aur chehara jhuta
Dil sacha aur chehara jhuta.

 दिल को देखो चेहरा ना देखो
दिल को देखो चेहरा ना देखो
चेहरों ने लाखों को लूटा
हा दिल सच्छा और चेहरा झुटा
दिल सच्छा और चेहरा झुटा
दिल को देखो चेहरा ना
देखो चेहरों ने लाखों को लूटा
हा दिल सच्छा और चेहरा झुटा
दिल सच्छा और चेहरा झुटा

जो अपनी शची सूरत दिखा
दे ऐसे नहीं दुनियावाले
सबने ही अपने चेहरों के
आगे झुत के पर्दे हैं डाले
मीठी होंठो पे बात
दिल मैं रहती हैं खत
दिल का होंठो से नाता ही टूटा
दिल सच्छा और चेहरा झुटा
दिल सच्छा और चेहरा झुटा
दिल को देखो चेहरा ना देखो

तन्न से तोह आज़ाद हम हो गये
हैं मन से गयी ना गुलामी
परदेसी भास्ग और वेश कोही देते हैं अब तक सलामी
भूल कर अपना रंग
सीखे औरो का ढंग
अपनेपन का चलम हमसे छूटा
दिल सच्छा और चेहरा झुटा
दिल सच्छा और चेहरा झुटा
दिल को देखो चेहरा ना देखो

मर्जी तुम्हारी तुम
कुछ भी समझो
जो हम हैं वो हम ही जाने
रंग रूप देखें तोह
देखें ज़माना हम
प्यार के हैं दीवाने
पूजे धन को संसार
हमें मन से हैं प्यार
धन किसी बात पर हमसे रूठा
दिल सच्छा और चेहरा झुटा
दिल सच्छा और चेहरा झुटा
दिल को देखो चेहरा ना देखो
चेहरों ने लाखों को लूटा
हा दिल सच्छा और चेहरा झुटा
दिल सच्छा और चेहरा झुटा



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Dil Sachaa Aur Chehra Jhutha (दिल सच्छा और चेहरा झुटा)" song?

"Dil Sachaa Aur Chehra Jhutha (दिल सच्छा और चेहरा झुटा)" is sung by Kishore Kumar.

02 Which movie is "Dil Sachaa Aur Chehra Jhutha (दिल सच्छा और चेहरा झुटा)" from?

This song is from the movie Sachaa Jhutha (1970).

03 Who wrote the lyrics of "Dil Sachaa Aur Chehra Jhutha (दिल सच्छा और चेहरा झुटा)"?

The lyrics are written by Indeevar.

04 Where can I read "Dil Sachaa Aur Chehra Jhutha (दिल सच्छा और चेहरा झुटा)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Dil Sachaa Aur Chehra Jhutha (दिल सच्छा और चेहरा झुटा)" on this page.