India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah

Padh Likh Ke Bada Ho Ke (पढ़ लिख के बड़ा हो के)

Enjoy the lyrics of Padh Likh Ke Bada Ho Ke (पढ़ लिख के बड़ा हो के), a hit track from Zakhm (1998) sung by Alka Yagnik. featuring Pooja Bhatt. The lyrics are penned by Anand Bakshi.

Read the complete lyrics of Padh Likh Ke Bada Ho Ke (पढ़ लिख के बड़ा हो के) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

This song beautifully combines meaningful lyrics with a pleasant melody.

Facebook Twitter

Lyrics

पढ़-लिख के बड़ा हो के
तू एक किताब लिखना
अपने सवालों का तू
खुद ही जवाब लिखना

पढ़-लिख के बड़ा हो के
तू एक किताब लिखना
अपने सवालों का टी
खुद ही जवाब लिखना

आ आ आ

हाथो से जिनका दामन
एक दिन है छूट जाना
तारो के डूबते ही
जिनको है टूट जाना
ये आँखे देखती है
क्यों ऐसे ख़्वाब लिखना
अपने सवालों का तू
खुद ही जवाब लिखना

हा आ आ

मैंने तो प्यार को ही
मज़हब बना लिया है
इस दिल को दिल की दुनिया
का रब बना लिया है
ईमान हो गया क्या
मेरा खराब लिखना
अपने सवालों का तू
खुद ही जवाब लिखना

हा आ आ

कहते है लोग उनकी
रसमो को मैंने तोड़ा
ये फैसला भी मैंने
तेरी समझ पे छोड़ा
मेरी खटाओ का तू
पूरा हिसाब लिखना.

padh likh ke bada ho ke tu ek kitab likhna
apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna
padh likh ke bada ho ke tu ek kitab likhna
apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna
aa aa aa

hatho se jinka daaman ek din hai chhut jana
taaro ke dubte hi jinko hai tut jana
ye aankhe dekhti hai kyun aise khqaab likhna
apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna
ha aa aa

maine to pyar ko hi mazhab bana liya hai
is dil ko dil ki duniya ka rab bana liya hai
imaan ho gaya kya mera kharab likhna
apne sawalo ka tu khud hi jawab likhna
ha aa aa

kahte hai log unki rasmo ko maine toda
ye faisla bhi maine teri samajh pe chhoda
meri khatao ka tu pura hisaab likhna



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Padh Likh Ke Bada Ho Ke (पढ़ लिख के बड़ा हो के)" song?

"Padh Likh Ke Bada Ho Ke (पढ़ लिख के बड़ा हो के)" is sung by Alka Yagnik.

02 Which movie is "Padh Likh Ke Bada Ho Ke (पढ़ लिख के बड़ा हो के)" from?

This song is from the movie Zakhm (1998).

03 Who wrote the lyrics of "Padh Likh Ke Bada Ho Ke (पढ़ लिख के बड़ा हो के)"?

The lyrics are written by Anand Bakshi.

04 Where can I read "Padh Likh Ke Bada Ho Ke (पढ़ लिख के बड़ा हो के)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Padh Likh Ke Bada Ho Ke (पढ़ लिख के बड़ा हो के)" on this page.