Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha (नसीब में जिसको जो लिखा था)
Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha (नसीब में जिसको जो लिखा था) lyrics from the movie Do Badan (1966) is sung by Mohammed Rafi. featuring Manoj Kumar and Asha Parekh. The lyrics are penned by Shakeel Badayuni.
Read the complete lyrics of Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha (नसीब में जिसको जो लिखा था) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
This song has become a favorite for its soothing rhythm and lyrics.
Lyrics
नसीब में जिस के जो लिखा था
वह तेरी महफ़िल में काम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था
वह तेरी महफ़िल में काम आया
किसी के हिस्से में प्यास आई
किसी के हिस्से में जाम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था
मैं इक फ़साना हुन बेकसी का
ये हाल है मेरी ज़िन्दगी का
मैं इक फ़साना हुन बेकसी का
ये हाल है मेरी ज़िन्दगी का
ये हाल है मेरी ज़िन्दगी का
न हुस्न है मुझ को रास आया
न इश्क़ ही मेरे काम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था
बदल गई तेरी मंज़िलें भी
बिछड़ गया मैं भी कारवां से
बदल गई तेरी मंज़िलें भी
बिछड़ गया मैं भी कारवां से
बिछड़ गया मैं भी कारवां से
तेरी मोहब्बत के रास्ते में
न जाने ये क्या मक़ाम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था
तुझे भुलाने की कोशिशें भी
तमाम नाकाम हो गई हैं
तुझे भुलाने की कोशिशें भी
तमाम नाकाम हो गई हैं
तमाम नाकाम हो गई हैं
किसी ने ज़िक़्र-इ-वफ़ा किया जब
जुबां पे तेरा ही नाम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था
वह तेरी महफ़िल में काम आया
किसी के हिस्से में प्यास आई
किसी के हिस्से में जाम आया
नसीब में जिस के जो लिखा था.
Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha Lyrics
Naseeb mein jiske jo likha tha
Woh teri mehfil mein kaam aaya
Naseeb mein jiske jo likha tha
Woh teri mehfil mein kaam aaya
Kisi ke hisse mein pyas aayi
Kisi ke hisse mein jaam aaya
Naseeb mein jiske jo likha tha
Main ek fasana hoon bekasi ka
Yeh haal hai meri zindagi ka
Main ek fasana hoon bekasi ka
Yeh haal hai meri zindagi ka
Yeh haal hai meri zindagi ka
Na husn hi mujhko raas aaya
Na ishq hi mere kaam aaya
Naseeb mein jiske jo likha tha
Badal gayin teri manzilein bhi
Bichad gaya main bhi karwan se
Badal gayin teri manzilein bhi
Bichad gaya main bhi karwan se
Bichad gaya main bhi karwan se
Teri mohabbat ke raaste mein
Na jaane yeh kya maqaam aaya
Naseeb mein jiske jo likha tha
Tujhe bhulane ki koshishein bhi
Tamaam nakaam ho gayi hain
Tujhe bhulane ki koshishein bhi
Tamaam nakaam ho gayi hain
Tamaam nakaam ho gayi hain
Kisi ne zikr-e-wafaa kiya jab
Zuban pe tera hi naam aaya
Naseeb mein jiske jo likha tha
Woh teri mehfil mein kaam aaya
Kisi ke hisse mein pyas aayi
Kisi ke hisse mein jaam aaya
Naseeb mein jiske jo likha tha
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha (नसीब में जिसको जो लिखा था)" is sung by Mohammed Rafi.
This song is from the movie Do Badan (1966).
The lyrics are written by Shakeel Badayuni.
You can read the full lyrics of "Naseeb Mein Jiske Jo Likha Tha (नसीब में जिसको जो लिखा था)" on this page.
