India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah
Home

Shishe Se Pi Yaa Paimaane Se Pi (शीशे से पी या पैमाने से पी)

Shishe Se Pi Yaa Paimaane Se Pi (शीशे से पी या पैमाने से पी)

Enjoy the lyrics of Shishe Se Pi Yaa Paimaane Se Pi (शीशे से पी या पैमाने से पी), a hit track from Phool Aur Patthar (1966) sung by Asha Bhosle. featuring Dharmendra and Shashikala. The lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Read the complete lyrics of Shishe Se Pi Yaa Paimaane Se Pi (शीशे से पी या पैमाने से पी) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

Listeners are drawn to this song for its lyrical beauty and composition.

Facebook Twitter

Lyrics

shishe se pi yaa paimane se pi
ya meri aankho ke maikhane se pi
par pi divane khushi se ji divane
shishe se pi yaa paimane se pi
ya meri aankho ke maikhane se pi
par pi divane khushi se ji divane
shishe se pi yaa paimaane se pi

husn khada hai teri raho me
daal de bahe zaraa baho me
husn khada hai teri raho me
daal de bahe zaraa baho me
raat suhaani hai bahaki javaani
shishe se pi yaa paimane se pi
ya meri aankho ke maikhane se pi

jaan le aankho ke isharo ko
lut le duniya ki baharo ko
jaan le aankho ke isharo ko
lut le duniya ki baharo ko
main hun sanam teri tujhko kasam meri
chhed le tu bhi dil ke taaro ko
shishe se pi yaa paimane se pi
ya meri aankho ke maikhane se pi

dekh ye ghadi phir na aayegi
zulfo ki ghataa phir na chhaayegi
dekh ye ghadi phir na aayegi
zulfo ki ghataa phir na chhaayegi
baat samajh meri kal ye umar teri
mausam ki tarah bit jaayegi
shishe se pi yaa paimane se pi
ya meri aankho ke maikhane se pi

(शीशे से पी, या पैमाने से पी
या मेरी आँखों के मैख़ाने से पी
पर पी दीवाने, ख़ुशी से जी दीवाने) -२
शीशे से पी, या पैमाने से पी

(हुस्न खड़ा है तेरी राहों में
डाल दे बाहें ज़रा बाहों में) -२
रात सुहानी है, बहकी जवानी
पी ले निगाहों ही निगाहों में

(जान ले आँखों के इशारों को
लूट ले दुनिया की बहारों को) -२
मैं हूँ सनम तेरी
तुझको क़सम मेरी
छेड़ ले तू भी दिल के तारों को

(देख ये घड़ी फिर ना आयेगी
ज़ुल्फ़ों की घटा फिर ना छायेगी
बात समझ मेरी
कल ये उमर तेरी
मौसम की तरह बीत जायेगी


Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Shishe Se Pi Yaa Paimaane Se Pi (शीशे से पी या पैमाने से पी)" song?

"Shishe Se Pi Yaa Paimaane Se Pi (शीशे से पी या पैमाने से पी)" is sung by Asha Bhosle.

02 Which movie is "Shishe Se Pi Yaa Paimaane Se Pi (शीशे से पी या पैमाने से पी)" from?

This song is from the movie Phool Aur Patthar (1966).

03 Who wrote the lyrics of "Shishe Se Pi Yaa Paimaane Se Pi (शीशे से पी या पैमाने से पी)"?

The lyrics are written by Shakeel Badayuni.

04 Where can I read "Shishe Se Pi Yaa Paimaane Se Pi (शीशे से पी या पैमाने से पी)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Shishe Se Pi Yaa Paimaane Se Pi (शीशे से पी या पैमाने से पी)" on this page.