Na Moonh Chhupa Ke Jiyo (न मुँह छुपा के जियो)
Na Moonh Chhupa Ke Jiyo (न मुँह छुपा के जियो) is a popular song from Hamraaz (1967), performed by Mahendra Kapoor. featuring Sunil Dutt and Vimi. The lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.
Read the complete lyrics of Na Moonh Chhupa Ke Jiyo (न मुँह छुपा के जियो) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
Music lovers admire this song for its touching lyrics and tune.
Lyrics
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
Gamon kaa daur bhi aaye
Toh muskura ke jiyo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
Ghata me chhupake
Sitare fana nahi hote
Ghata me chhupake
Sitare fana nahi hote
Andheri rat ke
Andheri rat ke dil me
Diye jala ke chalo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
Gamon kaa daur bhi aaye
Toh muskura ke jiyo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
Na jaane kon sa pal
Mout ki amaanat ho
Na jaane kon sa pal
Mout ki amaanat ho
Har ek pal ki
Har ek pal ki khusi
Gale laga ke jiyo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
O gamon kaa daur bhi
Aaye toh muskura ke jiyo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
Yeh jindagi kisi manjil
Pe ruk nahi sakati
Yeh jindagi kisi manjil
Pe ruk nahi sakati
Har ik makam pe
Har ik makam pe
Kadam badhake chalo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
O gamon kaa daur bhi
Aaye toh muskura ke jiyo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
Naa munh chhupake jiyo
Aur naa sar jhuka ke jiyo
न मुँह छुपा के जियो और न सर झुका के जियो
ग़मों का दौर भी आये तो मुस्कुरा के जियो
न मुँह छुपा के जियो और न सर झुका के जियो
घटा में छुपके सितारे फ़ना नहीं होते
अँधेरी रात में दिये जला के चलो
न मुँह छुपा के जियो और न सर झुका के जियो
ना जाने कौन-सा पल मौत की अमानत हो
हर एक पल की खुशी को गले लगा के जियो
न मुँह छुपा के जियो और न सर झुका के जियो
ये ज़िंदगी किसी मंज़िल पे रुक नहीं सकती
हर इक मक़ाम पे क़दम बढ़ा के चलो
न मुँह छुपा के जियो और न सर झुका के जियो
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Na Moonh Chhupa Ke Jiyo (न मुँह छुपा के जियो)" is sung by Mahendra Kapoor.
This song is from the movie Hamraaz (1967).
The lyrics are written by Sahir Ludhianvi.
You can read the full lyrics of "Na Moonh Chhupa Ke Jiyo (न मुँह छुपा के जियो)" on this page.
