India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah
Home

Piya Aiso Jiya Me Samaay Gayo Re (पीया एसो जिया में समाय गयो रे)

Piya Aiso Jiya Me Samaay Gayo Re (पीया एसो जिया में समाय गयो रे)

Presenting the lyrics of Piya Aiso Jiya Me Samaay Gayo Re (पीया एसो जिया में समाय गयो रे) from Sahib Bibi Aur Ghulam (1962), beautifully sung by Geeta Dutt. featuring Guru Dutt and Meena Kumari. The lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Read the complete lyrics of Piya Aiso Jiya Me Samaay Gayo Re (पीया एसो जिया में समाय गयो रे) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

This song delivers a perfect blend of melody and meaningful lyrics.

Facebook Twitter

Lyrics

piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
har aahat pe samajhi wo aay gayo re
har aahat pe samajhi wo aay gayo re
zat ghughant me mukhda chhupa baithi
piyaa aiso jiyaa me samaay gayo re

more angana me jab purawaiya chali
more dwaare ki khul gayi kiwadiya
more angana me jab purawaiya chali
more dwaare ki khul gayi kiwadiya
o baiya dwaare ki khul gayi kiwadiyaa
maine jaana ke aa gaye saawariya more
maine jaana ke aa gaye saawariya more
zat fulan ki sajiya pe jaa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re

maine sindur se maang apni bhari
rup saiya ke kaaran sajaaya
maine sindur se maang apni bhari
rup saiya ke kaaran sajaaya
o maine saiyaa ke kaaran sajaayaa
is dar se ke pi ki najar naa lage
is dar se ke pi ki najar naa lage
zat nainan me kajra laga baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
har aahat pe samajhi wo aay gayo re
zat ghughant me mukhda chhupa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re

(पिया ऐसो जिया में समाय गयो रे
कि मैं तन मन की सुध बुध गवाँ बैठी ) – २
हर आहट पे समझी वो आय गयो रे
झट घूँघट में मुखड़ा छुपा बैठी
पिया ऐसो जिया में समाय गयो रे …

(मोरे अंगना में जब पुरवय्या चली
मोरे द्वारे की खुल गई किवाड़ियां ) – २
ओ दैया! द्वारे की खुल गई किवाड़ियां
मैने जाना कि आ गये सांवरिया मोरे – २
झट फूलन की सेजिया पे जा बैठी
पिया ऐसो जिया में समाय गयो रे …

(मैने सिंदूर से माँग अपनी भरी
रूप सैयाँ के कारण सजाया ) – २
ओ मैने सैयाँ के कारण सजाया
इस दर से किसी की नज़र न लगे – २
झट नैनन में कजरा लगा बैठी
पिया ऐसो जिया में समाय गयो रे …



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Piya Aiso Jiya Me Samaay Gayo Re (पीया एसो जिया में समाय गयो रे)" song?

"Piya Aiso Jiya Me Samaay Gayo Re (पीया एसो जिया में समाय गयो रे)" is sung by Geeta Dutt.

02 Which movie is "Piya Aiso Jiya Me Samaay Gayo Re (पीया एसो जिया में समाय गयो रे)" from?

This song is from the movie Sahib Bibi Aur Ghulam (1962).

03 Who wrote the lyrics of "Piya Aiso Jiya Me Samaay Gayo Re (पीया एसो जिया में समाय गयो रे)"?

The lyrics are written by Shakeel Badayuni.

04 Where can I read "Piya Aiso Jiya Me Samaay Gayo Re (पीया एसो जिया में समाय गयो रे)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Piya Aiso Jiya Me Samaay Gayo Re (पीया एसो जिया में समाय गयो रे)" on this page.