India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah

Piparaa Ke Patavaa Sariikhe Dole Manavaa (पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा)

Piparaa Ke Patavaa Sariikhe Dole Manavaa (पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा) lyrics from the movie Godaan (1963) is sung by Mohammed Rafi. featuring Mehmood. The lyrics are penned by Anjaan.

Read the complete lyrics of Piparaa Ke Patavaa Sariikhe Dole Manavaa (पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

The song has gained attention for its beautiful composition and lyrics.

Piparaa Ke Patavaa Sariikhe Dole Manavaa (पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा)
Facebook Twitter

Lyrics

पिपरा के पतवा सरीखा डोले मनवा
कि जियरा मां उठत हिलोर
अरे पुरवा के झोंकवा से आयो रे संदेसवा
कि चल आज देसवा की ओर
पिपरा के पतवा …

झुकि झुकि बोले कारे कारे ये बदरवा
कबसे पुकारे तोहे नयनों का कजरवा
उमड़ घुमड़ जब गरजे बदरिया रे
ठुमक ठुमक नाचे मोर
पुरवा के झोंकवा से …

सिमिट सिमिट बोले ल.म्बी ये डगरिया
जळी जळी चल राही अपनी नगरिया
रहिया तकत बिरहनिया दुल्हनिया रे
बांध के लगनवा की डोर
पुरवा के झोंकवा से …

pipra ke patvaa sarikhe dole manva
ki jiyara ma uthat hilor
arey purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva
ki chal aaj desvaa ki or
pipra ke patvaa sarikhe dole manva
ki jiyara ma uthat hilor
purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva
ki chal aaj desvaa ki or

pipra ke patvaa sarikhe dole manva
ki jiyara ma uthat hilor
purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva
ki chal aaj desvaa ki or

jhuki jhuki bole kare kare ye badarva
jhuki jhuki bole kare kare ye badarva
kabse pukare tohe naino ka kajarva
umad ghumad jab garje badariya re
thumak thumak nache mor
purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva
ki chal aaj desvaa ki or

simit simit bole lambi ye dagariya
simit simit bole lambi ye dagariya
jaldi jaldi chal rahi apni nagariya
rahiya takat birahaniya dulhaniya re
bandh ke laganiya ki dor
purvaa ke jhokvaa se aayo re sandeshva
ki chal aaj desvaa ki or



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Piparaa Ke Patavaa Sariikhe Dole Manavaa (पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा)" song?

"Piparaa Ke Patavaa Sariikhe Dole Manavaa (पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा)" is sung by Mohammed Rafi.

02 Which movie is "Piparaa Ke Patavaa Sariikhe Dole Manavaa (पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा)" from?

This song is from the movie Godaan (1963).

03 Who wrote the lyrics of "Piparaa Ke Patavaa Sariikhe Dole Manavaa (पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा)"?

The lyrics are written by Anjaan.

04 Where can I read "Piparaa Ke Patavaa Sariikhe Dole Manavaa (पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Piparaa Ke Patavaa Sariikhe Dole Manavaa (पिपरा के पतवा सरीखे डोले मनवा)" on this page.