India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah

Pehli Baarish Main Aur Tu (पहली बारिश में और तू)

Enjoy the lyrics of Pehli Baarish Main Aur Tu (पहली बारिश में और तू), a hit track from Phool Aur Kaante (1991) sung by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu. featuring Ajay Devgn and Madhoo. The lyrics are penned by Rani Malik.

Read the complete lyrics of Pehli Baarish Main Aur Tu (पहली बारिश में और तू) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

A fan-favorite track praised for its touching words and smooth music.

Pehli Baarish Main Aur Tu (पहली बारिश में और तू)
Facebook Twitter

Lyrics

पहली बारिश में और तू
पहली बारिश में और तू
दूर से भीनी ख़ुश्बू आये
हो पहला मौका में और तू
हो पहला मौका में और तू
एक दूजे से मिलने आये
अब क्या होगा अंजाम खुदा जाने
अब क्या होगा अंजाम खुदा जाने
हो पहली बारिश में और तू
पहला मौका में और तू

हो भीगा भीगा मौसम और तन्हाई
भीगा भीगा मौसम और तन्हाई
किस्मत से आज ऐसी बरसात आयी
गली लग जाओ ना ऐसे शरमाओं ना
गली लग जाओ ना ऐसे शरमाओं ना
सावन मैं कैसे ये दूरी
हो पहली बारिश में और तू
दूर से भीनी ख़ुश्बू आये
हो पहला मौका में और तू
एक दूजे से मिलने आये
अब क्या होगा अंजाम खुदा जाने
अब क्या होगा अंजाम खुदा जाने

हो पहली बारिश में और तू
पहला मौका में और तू

हो आज फ़िज़ाओं मैं नशा बेहिसाब हैं
आज फ़िज़ाओं मैं नशा बेहिसाब हैं
बादल मैं पानी हैं या के शराब हैं
महकी हवा रीता भी हसीन
दिल ना बहक जाये कहीं
महके हवा ऋतु भी हसीन
दिल ना बहक जाये कहीं
दूरी अभी हैं ज़रूरी
पहली बारिश में और
पहली बारिश में और तू
पहली बारिश में और तू
दूर से भीनी ख़ुश्बू आये
हो पहला मौका में और तू
एक दूजे से मिलने आये
अब क्या होगा अंजाम खुदा जाने
अब क्या होगा अंजाम खुदा जाने
पहली बारिश में और तू
हो पहला मौका में और तू
पहली बारिश में और तू
हो पहला मौका में और तू

Pehli baarish main aur tu
Pehli baarish main aur tu
Door se bheeni kushboo aaye
Ho pahela mauka main aur tu
Ho pahela mauka main aur tu
Ek dooje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ho pehli baarish main aur tu
Pahela mauka main aur tu

Ho bheega bheega mausam aur tanhaai
Bheega bheega mausam aur tanhaai
Kismat se aaj aisi barsaat aayi
Gale lag jaao na aise sharamaaon na
Gale lag jaao na aise sharamaaon na
Saawan mein kaise ye doori
Ho pehli baarish main aur tu
Door se bheeni kushbu aaye
Ho pahela mauka main aur tu
Ek dooje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane

Ho pehli baarish main aur tu
Pahela mauka main aur tu

Ho aaj fizaaon mein nasha behisaab hai
Aaj fizaaon mein nasha behisaab hai
Baadal mein paani hai ya ke sharaab hai
Mahekee hava rita bhi haseen
Dil na bahak jaaye kaheen
Maheke hava ritu bhi haseen
Dil na bahak jaaye kaheen
Doori abhi hai zaroori
Pehli baarish main aur
Pehli baarish main aur tu
Pehli baarish main aur tu
Door se bheeni kushboo aaye
Ho pahela mauka main aur tu
Ek dooje se milne aaye
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Ab kya hoga anjaam khuda jaane
Pehli baarish main aur tu
Ho pahela mauka main aur tu
Pehli baarish main aur tu
Ho pahela mauka main aur tu.



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Pehli Baarish Main Aur Tu (पहली बारिश में और तू)" song?

"Pehli Baarish Main Aur Tu (पहली बारिश में और तू)" is sung by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu.

02 Which movie is "Pehli Baarish Main Aur Tu (पहली बारिश में और तू)" from?

This song is from the movie Phool Aur Kaante (1991).

03 Who wrote the lyrics of "Pehli Baarish Main Aur Tu (पहली बारिश में और तू)"?

The lyrics are written by Rani Malik.

04 Where can I read "Pehli Baarish Main Aur Tu (पहली बारिश में और तू)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Pehli Baarish Main Aur Tu (पहली बारिश में और तू)" on this page.