Mujhe Chhu Nahi Waise Hi Mil Le (मुझे छु नहीं वैसे ही मिल ले)
Mujhe Chhu Nahi Waise Hi Mil Le (मुझे छु नहीं वैसे ही मिल ले) lyrics from the movie Paisa Ya Pyaar (1969) is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. featuring Mala Sinha. The lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.
Read the complete lyrics of Mujhe Chhu Nahi Waise Hi Mil Le (मुझे छु नहीं वैसे ही मिल ले) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
This song is cherished for its simplicity and heartfelt lyrics.
Lyrics
mil le mil le mil le mujhe chhu nahi waise hi mil le
dil le dil le dil le mere sine se lag mera dil le
mil le mil le mil le mujhe chhu nahi waise hi mil le
dil le dil le dil le mere sine se lag mera dil le
jab bhi mujhe tera hath lage
mere tan me ajab si aag lage
jab bhi mujhe tera hath lage
mere tan me ajab si aag lage
itna hasin tera sath lage
itna hasin tera sath lage
sari dharti pe chhaya suhag lage
mil le mil le mil le mujhe chhu nahi waise hi mil le
dil le dil le dil le mere sine se lag mera dil le
matwale bhawaro ko dekh zara
kaise kaliyo ko liptake pyar kare
matwale bhawaro ko dekh zara
kaise kaliyo ko liptake pyar kare
sharmili kaliyo ko dekh zara
sharmili kaliyo ko dekh zara
kaisi simti bahane hazar kare
mil le mil le mil le mujhe chhu nahi waise hi mil le
dil le dil le dil le mere sine se lag mera dil le
wo milna kya milna hai jisme sada ka sath na ho
wo milna kya milna hai jisme sada ka sath na ho
tan se tan bhi chhu na sake tan se tan bhi chhu na sake
lab se lab ki bat na ho mil le mil le mil le
mujhe chhu nahi waise hi mil le
dil le dil le dil le mere sine se lag mera dil le
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Mujhe Chhu Nahi Waise Hi Mil Le (मुझे छु नहीं वैसे ही मिल ले)" is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi.
This song is from the movie Paisa Ya Pyaar (1969).
The lyrics are written by Sahir Ludhianvi.
You can read the full lyrics of "Mujhe Chhu Nahi Waise Hi Mil Le (मुझे छु नहीं वैसे ही मिल ले)" on this page.
