Kaise Kahoon Kaise Ho Tum (कैसे कहूं कैसे हो तुम)
Enjoy the lyrics of Kaise Kahoon Kaise Ho Tum (कैसे कहूं कैसे हो तुम), a hit track from Ishq (1997) sung by Kumar Sanu, Vibha Sharma.. The lyrics are penned by Javed Akhtar.
Read the complete lyrics of Kaise Kahoon Kaise Ho Tum (कैसे कहूं कैसे हो तुम) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
This song continues to be popular for its emotional connection with fans.
Lyrics
कैसे कहूं कैसे हो तुम
कोई नहीं जैसे हो तुम
जान भी तुम और दिल भी तुम
सब कुछ हो ऐसे हो तुम
राहों में बाहों में
आहों में तुम ही तुम
कैसे कहूं कैसे हो तुम
कोई नहीं जैसे हो तुम
राह भी तुम मंजिल भी तुम
सब कुछ हो ऐसे हो तुम
आंखों में नींदों में
ख्वाबों में तुम ही तुम
कैसे कहूं कैसे हो तुम
कोई नहीं जैसे हो तुम
तुम हो जहां मैं हूं वहीं
तुम बिन सनम में कुछ नहीं
तुम हो हसीन तुम महज़बीं
तुम नाज़नी तुम दिलनशी
मेरे दिल में तुम हो
तुम ही तुम
कैसे कहूं कैसे हो तुम
कोई नहीं जैसे हो तुम
सागर भी साहिल भी तुम
सब कुछ हो ऐसे हो तुम
कलियों में फूलों में
तारों में तुम ही तुम
तुम जब मिले मैं खो गई
तुम पर फिदा मैं हो गई
तुम जिंदगी तुम ताजगी
तुम रोशनी तुम चांदनी
मेरे दिल में तुम हो
तुम ही तुम
कैसे कहूं कैसे हो तुम
कोई नहीं जैसे हो तुम
मेहमां भी महफिल भी तुम
सब कुछ हो ऐसे हो तुम
गीतों में रागों में
साज़ों में तुम ही तुम
हो कैसे कहूं कैसे हो तुम
कोई नहीं जैसे हो तुम
जान भी तुम और दिल भी तुम
सब कुछ हो ऐसे हो तुम
Kaise kahoon kaise ho tum
Koi nahi jaise ho tum
Jaan bhi tum aur dil bhi tum
Sab kuchh ho aise ho tum
Raahon mein baahon mein
Aahon mein tum hi tum
Kaise kahoon kaise ho tum
Koi nahi jaise ho tum
Raah bhi tum manzil bhi tum
Sab kuchh ho aise ho tum
Aankhon mein neendon mein
Khwabon mein tum hi tum
Kaise kahoon kaise ho tum
Koi nahin jaise ho tum
Tum ho jahaan main hoon vahin
Tum bin sanam main kuchh nahin
Tum ho hasin tum mehzabin
Tum naazni tum dilnashi
Mere dil mein tum ho
Tum hi tum
Kaise kahoon kaise ho tum
Koi nahi jaise ho tum
Saagar bhi saahil bhi tum
Sab kuchh ho aise ho tum
Kaliyon mein phoolon mein
Taaron mein tum hi tum
Tum jab mile main kho gayi
Tum par fidaa main ho gayi
Tum zindagi tum taazgi
Tum roshani tum chaandni
Mere dil mein tum ho
Tum hi tum
Kaise kahoon kaise ho tum
Koi nahi jaise ho tum
Mehmaa bhi mehfil bhi tum
Sab kuchh ho aise ho tum
Geeton mein raagon mein
Saazon mein tum hi tum
Ho kaise kahoon kaise ho tum
Koi nahin jaise ho tum
Jaan bhi tum aur dil bhi tum
Sab kuchh ho aise ho tum
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Kaise Kahoon Kaise Ho Tum (कैसे कहूं कैसे हो तुम)" is sung by Kumar Sanu, Vibha Sharma.
This song is from the movie Ishq (1997).
The lyrics are written by Javed Akhtar.
You can read the full lyrics of "Kaise Kahoon Kaise Ho Tum (कैसे कहूं कैसे हो तुम)" on this page.
