Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona Aaya (कभी खुद पे, कभी हालात पे रोना आया)
Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona Aaya (कभी खुद पे, कभी हालात पे रोना आया) lyrics from the movie Hum Dono (1961) is sung by Mohammed Rafi. featuring Dev Anand. The lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.
Read the complete lyrics of Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona Aaya (कभी खुद पे, कभी हालात पे रोना आया) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
Music lovers admire this song for its touching lyrics and tune.
Lyrics
Kabhi khud pe
Kabhi khud pe
Kabhi halaat pe rona aaya
Kabhi khud pe
Kabhi khud pe
Kabhi halaat pe rona aaya
Baat nikli to
Har ek baat pe rona aaya
Baat nikli to
Har ek baat pe rona
Hum to samjhe the ke
Hum bhool gaye hain unko
Hum to samjhe the
Hum to samjhe the
Ke hum bhool gaye hain unko
Kya hua aaj
Yeh kis baat pe rona aaya
Kya hua aaj
Yeh kis baat pe rona aaya
Kabhi khud pe
Kabhi halaat pe rona
Kis liye jeete hain hum
Kis liye jeete hain
Hum kis ke liye jeete hain
Baraha aise sawalaat pe rona aaya
Baraha aise sawalaat pe rona aaya
Kabhi khud pe
Kaun rota hai
Kisi aur ki khaatir ae dost
Kaun rota hai
Kisi aur ki khaatir ae dost
Sab ko apni hi
Kisi baat pe rona aaya
Sab ko apni hi
Kisi baat pe rona aaya
Kabhi khud pe
Kabhi khud pe
Kabhi halaat pe rona aaya
Baat nikli to
Har ek baat pe rona aaya
Kabhi khud pe
कभी ख़ुद पे, कभी हालात पे रोना आया बात निकली, तो हर इक बात पे रोना आया हम तो समझे थे कि हम भूल गए हैं उनको क्या हुआ आज, ये किस बात पे रोना आया किस लिये जीते हैं हम किसके लिये जीते हैं बारहा ऐसे सवालात पे रोना आया कौन रोता है किसी और की ख़ातिर ऐ दोस्त सबको अपनी ही किसी बात पे रोना आया
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona Aaya (कभी खुद पे, कभी हालात पे रोना आया)" is sung by Mohammed Rafi.
This song is from the movie Hum Dono (1961).
The lyrics are written by Sahir Ludhianvi.
You can read the full lyrics of "Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona Aaya (कभी खुद पे, कभी हालात पे रोना आया)" on this page.
