India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah
Home

Humein Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai (हमें जबसे मोहब्बत हो गई है)

Humein Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai (हमें जबसे मोहब्बत हो गई है) lyrics from the movie Border (1997) is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam. featuring Akshaye Khanna and Pooja Bhatt. The lyrics are penned by Javed Akhtar.

Read the complete lyrics of Humein Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai (हमें जबसे मोहब्बत हो गई है) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

This song stands out for its heartfelt lyrics and soothing music.

Facebook Twitter

Lyrics

ॐ..
माही माही, मोतियाँ वाला
हमें जबसे मोहब्बत हो गई है
ये दुनिया खूबसूरत हो गई है

फिजाओं में नयी एक रोशनी है
हवाओं में अजब सी ताज़गी है
तुम इस वादी में मुझसे मिल रही हो
ज़मीं लगता है जैसे गा रही है
नयी रुत की महूरत हो गयी है
ये दुनिया खूबसूरत हो गई है

है लिपटे धुंध में दिलकश नज़ारे
नदी खामोश है, चुप है किनारे
है इक छोटी सी कश्ती, और हम हैं
चले जाते हैं लहरों के सहारे
सुहानी अपनी संगत हो गयी है
ये दुनिया खूबसूरत हो गई है

मैं खेतों में बनी पगडंडियों पर
तुम्हारा हाथ थामें चल रहा हूँ
है पिघला शाम के सूरज का सोना
मगर मैं सिर्फ़ तुमको देखता हूँ
अजब इस दिल की हालत हो गयी है
ये दुनिया खूबसूरत हो गई है

ये सारे लोग बिलकुल बेख़बर हैं
मैं दिल ही दिल में सपनें बुन रही हूँ
निगाहें जो तुम्हारी कह रही हैं
मैं इन आखों से वो सब सुन रही हूँ
अनोखी अपनी चाहत हो गयी है
ये दुनिया खूबसूरत हो गई है

हमें जबसे मोहब्बत हो गई है
ये दुनिया खूबसूरत हो गई है

Om..
Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Fizaaon mein nayi ek roshni hai
Havaaon mein ajab si taazgi hai
Tum is vadee mein mujhse mil rahi ho
Zameen lagta hai jaise ga rahi hai
Nayi rut ki mahoorat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Hai lipti dhund mein dilkash nazaare
Nadi khaamosh hai chup hain kinaare
Hai ek chhoti si kashti aur hum hain
Chale jaate hain lehron ke sahaare
Suhaani ab lo sangat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai

Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Humein Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai (हमें जबसे मोहब्बत हो गई है)" song?

"Humein Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai (हमें जबसे मोहब्बत हो गई है)" is sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam.

02 Which movie is "Humein Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai (हमें जबसे मोहब्बत हो गई है)" from?

This song is from the movie Border (1997).

03 Who wrote the lyrics of "Humein Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai (हमें जबसे मोहब्बत हो गई है)"?

The lyrics are written by Javed Akhtar.

04 Where can I read "Humein Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai (हमें जबसे मोहब्बत हो गई है)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Humein Jab Se Mohabbat Ho Gayi Hai (हमें जबसे मोहब्बत हो गई है)" on this page.