Baharo Phool Barsao Mera Mehboob Aaya hai (बहारों फूल बरसाओ, मेरा महबूब आया है)
Enjoy the lyrics of Baharo Phool Barsao Mera Mehboob Aaya hai (बहारों फूल बरसाओ, मेरा महबूब आया है), a hit track from Suraj (1966) sung by Mohammed Rafi. featuring Rajendra Kumar and Vyjayanthimala. The lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.
Read the complete lyrics of Baharo Phool Barsao Mera Mehboob Aaya hai (बहारों फूल बरसाओ, मेरा महबूब आया है) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
This song delivers a perfect blend of melody and meaningful lyrics.
Lyrics
Bahaaron phool barsaao,
mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Hawaaon raagini gaao,
mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
O laali phool ki mehndi
laga in gore haathon mein
Utar aa ae ghata kaajal
laga in pyaari aankhon mein
Sitaaron maang bhar jaao,
mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Bahaaron phool barsaao,
mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Nazaaron har taraf ab
taan do ek noor ki chaadar
Bada sharmila dilbar hai,
chala jaaye na sharmaakar
Zara tum dil ko behlaao,
mera mehboob aaya hai
Mera mehbooba aaya hai
Bahaaron phool barsaao,
mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Sajaayi hai jawaan kaliyon
ne ab yeh sej ulfat ki
Inhe maaloom tha aayegi
ek din ruth mohabbat ki
Fizaaon rang bikhraao,
mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Hawaaon raagini gaao,
mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Bahaaron phool barsaao,
mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
बहारों फूल बरसाओ मेरा महबूब आया है - (२) हवाओं रागिनी गाओ मेरा महबूब आया है - (२) ओ लाली फूल की मेंहँदी लगा इन गोरे हाथों में उतर आ ऐ घटा काजल, लगा इन प्यारी आँखों में सितारों माँग भर जाओ मेरा महबूब आया है - (२) नज़ारों हर तरफ़ अब तान दो इक नूर की चादर बडा शर्मीला दिलबर है, चला जाये न शरमा कर ज़रा तुम दिल को बहलाओ मेरा महबूब आया है - (२) सजाई है जवाँ कलियों ने अब ये सेज उल्फ़त की इन्हें मालूम था आएगी इक दिन ऋतु मुहब्बत की फ़िज़ाओं रंग बिखराओ मेरा महबूब आया है - (२) बहारों ...
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Baharo Phool Barsao Mera Mehboob Aaya hai (बहारों फूल बरसाओ, मेरा महबूब आया है)" is sung by Mohammed Rafi.
This song is from the movie Suraj (1966).
The lyrics are written by Hasrat Jaipuri.
You can read the full lyrics of "Baharo Phool Barsao Mera Mehboob Aaya hai (बहारों फूल बरसाओ, मेरा महबूब आया है)" on this page.
