Baje Payal Chhun Chhun (बाजे पायल छन छन)
Presenting the lyrics of Baje Payal Chhun Chhun (बाजे पायल छन छन) from Chhalia (1960), beautifully sung by Lata Mangeshkar. featuring Nutan. The lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.
Read the complete lyrics of Baje Payal Chhun Chhun (बाजे पायल छन छन) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
A melodious track that showcases powerful lyrics and smooth composition.
Lyrics
Baaje Paayal Chhun Chhun
Ho Ke Bekarar
Baaje Paayal Chhun Chhun
Ho Ke Bekarar
Jaane Mera Jiya Kare
Kis Ka Intzaar
Isi Ko To Kehte Hai
Jawaani Ki Bahaar
Baaje Paayal Chhun Chhun
Ho Ke Bekarar
Jaane Mera Jiya Kare
Kis Ka Intzaar
Isi Ko To Kehte Hai
Jawaani Ki Bahaar
Baaje Paayal Chhun Chhun
Ho Ke Bekarar…………
Aayi Bahaar Kar Ke Solah Singaar (2)
Laaya Khursheed Dekho
Kirno Ke Haar
Aayi Bahaar Kar Ke Solah Singaar
Hawa Hai Bekarar
Phoolon Se Baar Baar
Karti Hai Pyar
Jhuki Jhuki Jaien Dekho
Phoolo Ki Bahaar
O Ho Ho Baaje Paayal Chhun Chhun
Ho Ke Bekarar
Jaane Mera Jiya Kare
Kis Ka Intzaar
Isi Ko To Kehte Hai
Jawaani Ki Bahaar
O Ho Ho Baaje Paayal Chhun Chhun
Ho Ke Bekarar…………
Thehro Huzoor Aisi Jaldi Hai Kya (2)
Udte Hain Aap Jaise
Chanchal Hawa
Thehro Huzoor Aisi Jaldi Hai Kya
O Ho Ho Baaje Paayal Chhun Chhun
Ho Ke Bekarar
Jaane Mera Jiya Kare
Kis Ka Intzaar
Isi Ko To Kehte Hai
Jawaani Ki Bahaar
O Ho Ho Baaje Paayal Chhun Chhun
Ho Ke Bekarar…………
बाजे पायल छुन छुन
हो के बेक़रार
बाजे पायल छुन छुन
हो के बेक़रार
जाने मेरा जिया करे
किस का इंतज़ार
इसी को तो कहते है
जवानी की बहार
बाजे पायल छुन छुन
हो के बेक़रार
जाने मेरा जिया करे
किस का इंतज़ार
इसी को तो कहते है
जवानी की बहार
बाजे पायल छुन छुन
हो के बेक़रार …………
आयी बहार कर के सोलह सिंगार (2)
लाया खुर्शीद देखो
किरणों के हार
आयी बहार कर के सोलह सिंगार
हवा है बेक़रार
फूलों से बार बार
करती है प्यार
झुकी झुकी जाएँ देखो
फूलों की बहार
ओ हो हो बाजे पायल छुन छुन
हो के बेक़रार
जाने मेरा जिया करे
किस का इंतज़ार
इसी को तो कहते है
जवानी की बहार
ओ हो हो बाजे पायल छुन छुन
हो के बेक़रार …………
ठहरो हुज़ूर ऐसी जल्दी है क्या (2)
उड़ते हैं आप जैसे
चंचल हवा
ठहरो हुज़ूर ऐसी जल्दी है क्या
ओ हो हो बाजे पायल छुन छुन
हो के बेक़रार
जाने मेरा जिया करे
किस का इंतज़ार
इसी को तो कहते है
जवानी की बहार
ओ हो हो बाजे पायल छुन छुन
हो के बेक़रार …………
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Baje Payal Chhun Chhun (बाजे पायल छन छन)" is sung by Lata Mangeshkar.
This song is from the movie Chhalia (1960).
The lyrics are written by Qamar Jalalabadi.
You can read the full lyrics of "Baje Payal Chhun Chhun (बाजे पायल छन छन)" on this page.
