India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah

Tip Tip Barsa Paani (टिप टिप बरसा पानी)

Presenting the lyrics of Tip Tip Barsa Paani (टिप टिप बरसा पानी) from Mohra (1994), beautifully sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. featuring Akshay Kumar and Raveena Tandon. The lyrics are penned by Anand Bakshi.

Read the complete lyrics of Tip Tip Barsa Paani (टिप टिप बरसा पानी) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

A popular song known for its engaging melody and meaningful lyrics.

Facebook Twitter

Lyrics

टिप-टिप बरसा पानी
टिप-टिप बरसा पानी
पानी ने आग लगायी
आग लगी दिल मैं तो
दिल को तेरी याद आयी
तेरी याद आयी तो
जल उठा मेरा भीगा बदन
अब तुम ही बताओ सजन
में क्या करू

नाम तेरा मेरे लबों पे आया था
नाम तेरा मेरे लबों पे आया था
हो मैंने बहाने से तुम्हे बुलाया था
झूम कर आ गया सावन में क्या करू

टिप-टिप बरसा पानी
पानी ने आग लगायी
आग लगी दिल मैं तो
दिल को तेरी याद आयी
तेरी याद आयी तो
जल उठा मेरा भीगा बदन
अब तुम ही बताओ सजन
में क्या करू

डूबा दरिया मैं
खड़ा में साहिल पर
डूबा दरिया मैं
खड़ा में साहिल पर
तू बिजली बांकर गिरी मेरे दिल पर
चली आइसी यह पागल
पवन में क्या करू

टिप-टिप बरसा पानी
पानी ने आग लगायी
आग लगी दिल मैं
जो तोह दिल को तेरी याद आयी
तेरी याद आयी तो छा गया
मुझपे दीवानापन
मेरे बस मैं नहीं
मेरा मन में क्या करू. 

Tip-tip barsaa paani
Tip-tip barsaa paani
Paani ne aag lagaayi
Aag lagi dil mein to
Dil ko teri yaad aayi
Teri yaad aayi to
Jal uthaa mera bheega badan
Ab tum hi batao sajan
Main kya karu

Naam tera mere labon pe aayaa tha
Naam tera mere labon pe aayaa tha
Ho maine bahaane se tumhe bulaaya tha
Jhoom kar aa gayaa saavan main kya karu

Tip-tip barsaa paani
Paani ne aag lagaayi
Aag lagi dil mein to
Dil ko teri yaad aayi
Teri yaad aayi to
Jal uthaa mera bheega badan
Ab tum hi batao sajan
Main kya karu

Duubaa dariyaa mein
Khadaa main saahil par
Duubaa dariyaa mein
Khadaa main saahil par
Tu bijali bankar giri mere dil par
Chali aaisi yeh paagal
Pavan main kya karu

Tip-tip barsaa paani
Paani ne aag lagaayi
Aag lagi dil mein
Jo toh dil ko teri yaad aayi
Teri yaad aayi to chha gaya
Mujhpe deewanapan
Mere bas mein nahi
Mera mann main kya karu.



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Tip Tip Barsa Paani (टिप टिप बरसा पानी)" song?

"Tip Tip Barsa Paani (टिप टिप बरसा पानी)" is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan.

02 Which movie is "Tip Tip Barsa Paani (टिप टिप बरसा पानी)" from?

This song is from the movie Mohra (1994).

03 Who wrote the lyrics of "Tip Tip Barsa Paani (टिप टिप बरसा पानी)"?

The lyrics are written by Anand Bakshi.

04 Where can I read "Tip Tip Barsa Paani (टिप टिप बरसा पानी)" lyrics?

You can read the full lyrics of "Tip Tip Barsa Paani (टिप टिप बरसा पानी)" on this page.