Hey.. Neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale – (x2)

Aise hi jag mein, aati hain subhein, aise hi shaam dhale

Hey.. Neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale

Shabnam ke moti, phoolon pe bikhre, dono ki aas fale

Hey.. Neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale

Balkhaati belein, masti mein khelein, paydhon se milke gale

Hey.. Neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale

Nadiya ka paani, dariya se milke, saagar ki aur chale

Hey.. Neele gagan ke tale, dharti ka pyaar pale..

Kisi Patthar Ki Moorat Se

Na Muh Chupake Jiyo

Tu Husn Hain Main Ishq

Tum Agar Saath Dene Ka Vada Karo

Ye Haseen Ye Naaznin

हे..., नीले गगन के तले, धरती का प्यार पले
ऐसे ही जग में, आती हैं सुबहें
ऐसे ही शाम ढले ...

शबनम के मोती, फूलों पे बिखरे
दोनों की आस फले ...

बलखाती बेलें, मस्ती में खेलें
पेड़ों से मिलके गले ...

नदिया का पानी, दरिया से मिलके
सागर किस ओर चले ...