India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah
Home

सच हुए सपने तेरे (sach hue sapane tere)

सच हुए सपने तेरे (sach hue sapane tere)

सच हुए सपने तेरे (sach hue sapane tere) lyrics from the movie Kala Bazar (1960) is sung by Asha Bhosle. featuring Dev Anand and Waheeda Rehman. The lyrics are penned by Shailendra.

Read the complete lyrics of सच हुए सपने तेरे (sach hue sapane tere) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

Music lovers admire this song for its touching lyrics and tune.

Facebook Twitter

Lyrics

सच हुए सपने तेरे झूम ले ओ मन मेरे
(चिकी चिकी चिक चा चा चै) -२
चिकी चिकी चिक चा

बेकल मन का धीरज लेकर मेरे साजन आये
जैसे कोइ सुबह का भूला साँझ को घर आ जाये
प्रीत ने रँग बिखेरे झूम ले ओ मन मेरे
(चिकी चिकी चिक चा चा चै) -२
चिकी चिकी चिक चा

मन की पायल छम छम बोले हर एक साँस तराना
धीरे धीरे सीख लिया अखियों ने मुसकाना
हो गये दूर अंधेरे झूम ले ओ मन मेरे
(चिकी चिकी चिक चा चा चै) -२
चिकी चिकी चिक चा

जिस उलझन ने दिल उलझाके सारी रात जगाया
बनी है वो आज प्रीत की माला मन का मीत मिलाया
जगमग साँझ सवेरे झूम ले ओ मन मेरे
(चिकी चिकी चिक चा चा चै) -२
चिकी चिकी चिक चा

Sach Hue Sapane Tere Jhuum Le O Man Mere

Chikii Chikii Chik Chaa -(x2)

Bekal Man Kaa Dhiiraj Lekar Mere Saajan Aaye

Jaise Koi Subah Kaa Bhuulaa Saanjh Ko Ghar Aa Jaaye

Priit Ne Rang Bikhere Jhuum Le O Man Mere

Chikii Chikii Chik Chaa -(x2)

Man Kii Paayal Chham Chham Bole Har Ek Saans Taraanaa

Dhiire Dhiire Siikh Liyaa Akhiyon Ne Musakaanaa

Ho Gaye Duur Andhere Jhuum Le O Man Mere

Chikii Chikii Chik Chaa -(x2)

Jis Ulajhan Ne Dil Ulajhaake Saari Raat Jagaayaa

Banii Hai Vo Aaj Priit Kii Maalaa Man Kaa Miit Milaayaa

Jagamag Saanjh Savere Jhuum Le O Man Mere

Chikii Chikii Chik Chaa -(x2)



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "सच हुए सपने तेरे (sach hue sapane tere)" song?

"सच हुए सपने तेरे (sach hue sapane tere)" is sung by Asha Bhosle.

02 Which movie is "सच हुए सपने तेरे (sach hue sapane tere)" from?

This song is from the movie Kala Bazar (1960).

03 Who wrote the lyrics of "सच हुए सपने तेरे (sach hue sapane tere)"?

The lyrics are written by Shailendra.

04 Where can I read "सच हुए सपने तेरे (sach hue sapane tere)" lyrics?

You can read the full lyrics of "सच हुए सपने तेरे (sach hue sapane tere)" on this page.