Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas (नज़र के सामने जिगर के पास)
Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas (नज़र के सामने जिगर के पास) lyrics from the movie Aashiqui (1990) is sung by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu. featuring Rahul Roy and Anu Aggarwal. The lyrics are penned by Sameer.
Read the complete lyrics of Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas (नज़र के सामने जिगर के पास) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
Music lovers admire this song for its touching lyrics and tune.
Lyrics
नज़र के सामने, जिगर के पास
नज़र के सामने, जिगर के पास
कोई रहता हैं, वो हो तुम
नज़र के सामने, जिगर के पास
नज़र के सामने, जिगर के पास
कोई रहता हैं, वो हो तुम
नज़र के सामने, जिगर के पास
बेताबी क्या होती हैं
पूछो मेरे दिल से
बेताबी क्या होती हैं
पूछो मेरे दिल से
तन्हा तन्हा लौटा हूँ
में तोह भारी मेहफ़िल से
मार ना जौ कही मार ना जौ कही
होके तुमसे जुदा
नज़र के सामने, जिगर के पास
नज़र के सामने, जिगर के पास
कोई रहता हैं, वो हो तुम
नज़र के सामने, जिगर के पास
तन्हाई जीने ना
दे बेचानी तड़पाए
तन्हाई जीने ना
दे बेचानी तड़पाए
तुमको में ना देखु
तोह दिल मेरा घबराये
अब मुझे छोड़के
अब मुझे छोड़के
दूर जाना नहीं
नज़र के सामने, जिगर के पास
नज़र के सामने, जिगर के पास
कोई रहता हैं, वो हो तुम
नज़र के सामने, जिगर के पास
नज़र के सामने, जिगर के पास
कोई रहता हैं, वो हो तुम।
Nazar ke samne, jigar ke paas
Nazar ke samne, jigar ke paas
Koyi rehta hai, woh ho tum
Nazar ke samne, jigar ke paas
Nazar ke samne, jigar ke paas
Koyi rehta hai, woh ho tum
Nazar ke samne, jigar ke paas
Betabi kya hoti hai
Puchho mere dil se
Betabi kya hoti hai
Puchho mere dil se
Tanha tanha lauta hoon
Main toh bhari mehfil se
Mar na jau kahi mar na jau kahi
Hoke tumse juda
Nazar ke samne, jigar ke paas
Nazar ke samne, jigar ke paas
Koyi rehta hai, woh ho tum
Nazar ke samne, jigar ke paas
Tanhayi jeene na
De bechaini tadpaye
Tanhayi jeene na
De bechaini tadpaye
Tumko main na dekhu
Toh dil mera ghabraye
Abb mujhe chhodke
Abb mujhe chhodke
Dur jana nahi
Nazar ke samne, jigar ke paas
Nazar ke samne, jigar ke paas
Koyi rehta hai, woh ho tum
Nazar ke samne, jigar ke paas
Nazar ke samne, jigar ke paas
Koyi rehta hai, woh ho tum।
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas (नज़र के सामने जिगर के पास) " is sung by Anuradha Paudwal, Kumar Sanu.
This song is from the movie Aashiqui (1990).
The lyrics are written by Sameer.
You can read the full lyrics of "Nazar Ke Saamne Jigar Ke Paas (नज़र के सामने जिगर के पास) " on this page.
