Lag Ja Gale Ki Phir
ye Hasin Raat Ho Na Ho
shayad Phir Is Janam Mein
mulakat Ho Na Ho
lag Jaa Gale ke phir ye hansi raat ho na ho
shayad phir is janam Mein mulakat ho na ho…
lag ja gale a a aahh hhh hhh
hum Ko Mili Hai Aaj
ye Ghadiya Naseeb Se
je Bhar Ke Dekh Leejiye
hamako Kareeb Se
phir Apke Naseeb Mein
ye Baat Ho Na Ho
shayad phir Is Janaam Mein
mulakaat Ho Na Ho
pas Aiye Ki Ham Nahin
ayenge Baar Baar
bahen Gale Mein Daal Ke
ham Ro Le Zaar-Zaar
ankhoon Se Phir Ye
pyaar Ki Barsaat Ho Na Ho
shayad Phir Is Janam Mein
mulakat Ho Na Ho
lag Ja Gale…
लग जा गले कि फिर ये हसीं रात हो न हो शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो लग जा गले से ... हमको मिली हैं आज, ये घड़ियाँ नसीब से जी भर के देख लीजिये हमको क़रीब से फिर आपके नसीब में ये बात हो न हो फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो लग जा गले कि फिर ये हसीं रात हो न हो पास आइये कि हम नहीं आएंगे बार-बार बाहें गले में डाल के हम रो लें ज़ार-ज़ार आँखों से फिर ये प्यार कि बरसात हो न हो शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो लग जा गले कि फिर ये हस्सीं रात हो न हो शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो लग जा गले कि फिर ये हस्सीं रात हो न हो
