Kuch Dil Ne Kaha, Kuchh Bhi Nahi (कुछ दिल ने कहा, कुछ भी नहीं)
Kuch Dil Ne Kaha, Kuchh Bhi Nahi (कुछ दिल ने कहा, कुछ भी नहीं) lyrics from the movie Anupama (1966) is sung by Lata Mangeshkar. featuring Dharmendra and Sharmila Tagore. The lyrics are penned by Kaifi Azmi.
Read the complete lyrics of Kuch Dil Ne Kaha, Kuchh Bhi Nahi (कुछ दिल ने कहा, कुछ भी नहीं) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
A popular song known for its engaging melody and meaningful lyrics.
Lyrics
कुछ दिल ने कहा, कुछ भी नहीं – २
ऐसी भी बातें होती हैं – २
कुछ दिल ने कहा, कुछ भी नहीं
लेता है दिल अंगड़ाइयां, इस दिल को समझाये कोई
अरमान ना आँखें खोल दें, रुसवा ना हो जाये कोई
पलकों की ठंडी सेज पर, सपनों की परियां सोती हैं
ऐसी भी बातें होती हैं – २
कुछ दिल ने कहा, कुछ भी नहीं
दिल की तस्सली के लिये, झूठी चमक झूठ निखार
जीवन तो सूना ही रहा, सब समझे आयी बहार
कलियों से कोई पूछता, हंसती हैं या रोती हैं
ऐसी भी बातें होती हैं – २
कुछ दिल ने कहा, कुछ भी नहीं
kuchh dil ne kaha, kuchh bhi nahi
kuchh dil ne suna, kuchh bhi nahi
aise bhi baate hoti hai, aise bhi baate hoti hai
kuchh dil ne kaha, kuchh bhi nahi
leta hai dil angadaiya, is dil ko samjhaaye koi
armaan naa aankhe khol de, rusvaa naa ho jaaye koi
palko ki thandi sej par, sapno ki pariyaa soti hai
aise bhi baate hoti hai, aise bhi baate hoti hai
kuchh dil ne kaha, kuchh bhi nahi
dil ki tassali ke liye, jhuthi chamak jhutha nikhaar
jivan to suna hi raha, sab samjhe aayi hai bahaar
kaliyon se koi puchhta, hasti hai vo ya roti hai
aise bhi baate hoti hai, aise bhi baate hoti hai
kuchh dil ne kaha, kuchh bhi nahi
kuchh dil ne suna, kuchh bhi nahi
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Kuch Dil Ne Kaha, Kuchh Bhi Nahi (कुछ दिल ने कहा, कुछ भी नहीं)" is sung by Lata Mangeshkar.
This song is from the movie Anupama (1966).
The lyrics are written by Kaifi Azmi.
You can read the full lyrics of "Kuch Dil Ne Kaha, Kuchh Bhi Nahi (कुछ दिल ने कहा, कुछ भी नहीं)" on this page.
