Ek Duje Ke Vaaste (एक दूजे के वास्ते)
Ek Duje Ke Vaaste (एक दूजे के वास्ते) lyrics from the movie Dil To Pagal Hai (1997) is sung by Hariharan, Lata Mangeshkar. featuring Shahrukh Khan and Madhuri Dixit. The lyrics are penned by Anand Bakshi.
Read the complete lyrics of Ek Duje Ke Vaaste (एक दूजे के वास्ते) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
The song has gained attention for its beautiful composition and lyrics.
Lyrics
कितने ही दूर दूर हों हम दोनों के रास्ते
मिल जाते हैं जो बने एक दूजे के वास्ते
एक दूजे के वास्ते
जैसे दिल है धड़कन है एक दूजे के वास्ते
जैसे आँख है दर्पण है एक दूजे के वास्ते
जैसे बरखा सावन है एक दूजे के वास्ते
एक सजनि एक साजन है एक दूजे के वास्ते
एक दूजे के वास्ते
एक दूजे के वास्ते
उस रब ने जब दिल दिए
दिल के दो टुकड़े किये
दोनों में एक नाम लिखा
एक राधा एक श्याम लिखा
अब ये दिल धड़कते हैं
मिलते और बिछड़ते हैं
एक दूजे के वास्ते
एक दूजे के वास्ते
एक दूजे के वास्ते
एक दूजे के वास्ते
एक दूजे के वास्ते
हम दोनों एक जान हैं
दो दिल एक अरमान हैं
लेकिन अब इस मोड़ कर
देखें दामन छोड़ कर
वक़्त का है ये फैसला
हम तुम हो जाएँ जुड़ा
मांगें खुशियों की दुआ
एक दूजे के वास्ते
मांगें खुशियों की दुआ
एक दूजे के वास्ते
एक दूजे के वास्ते
एक दूजे के वास्ते
एक दूजे के वास्ते
एक दूजे के वास्ते
Kitne hi door door hon hum donon ke raaste
Mil jaate hain jo bane ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Jaise dil hai dhadkan hai ek duje ke vaaste
Jaise aankh hai darpan hai ek duje ke vaaste
Jaise barkha saawan hai ek duje ke vaaste
Ek sajni ek saajan hai ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Us rab ne jab dil diye
Dil ke do tukde kiye
Dono mein ek naam leikha
Ek radha ek shyam likha
Ab ye dil dhadakte hain
Milte aur bichhadte hain
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Hum donon ek jaan hain
Do dil ek armaan hain
Lekin ab is mod kar
Dekhein daaman chhod kar
Waqt ka hai ye faisla
Hum tum ho jaayein juda
Maangein khushiyon ki dua
Ek duje ke vaaste
Maangein khushiyon ki dua
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Ek duje ke vaaste
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Ek Duje Ke Vaaste (एक दूजे के वास्ते)" is sung by Hariharan, Lata Mangeshkar.
This song is from the movie Dil To Pagal Hai (1997).
The lyrics are written by Anand Bakshi.
You can read the full lyrics of "Ek Duje Ke Vaaste (एक दूजे के वास्ते)" on this page.
