Bataoon Kya Lana (बताऊँ क्या लेना)
Bataoon Kya Lana (बताऊँ क्या लेना) lyrics from the movie Patthar Ke Sanam (1967) is sung by Lata Mangeshkar. featuring Manoj Kumar and Waheeda Rehman. The lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.
Read the complete lyrics of Bataoon Kya Lana (बताऊँ क्या लेना) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
A fan-favorite track praised for its touching words and smooth music.
Lyrics
बता दूं क्या लाना
तुम लौट के आ जाना
ये छोटा सा नजराना
पीया
याद रखोगे के भूल जाओगे
याद रखोगे के भूल जाओगे
बता दूं क्या लाना
तुम लौट के आ जाना
ये छोटा सा नजराना
पीया
याद रखोगे के भूल जाओगे
याद रखोगे के भूल जाओगे
हो
हो
सजते हैं जो तन पे हमारे
सजतके हैं जो तन पे हमारे
वो हैं पिया नैन तुम्हारे
है लत जो माथे पे आई सी
चूड़ी है मेरी कलाई की
पलट के जब आना
ये लत ये नज़र लाना
ये छोटा सा नजराना
पिया
याद रखोगे के भूल जाओगे
याद रखोगे के भूल जाओगे
आए आए
आए आए आआ
चाहत से ये मांग भरूँगी
चाहत से ये मांग भरूँगी
बिंदिया का मैं चाह करूंगी
माथे पे लगे सुहानी सी
होंठों पे तेरे निशानी सी
बलमवा जब आना
बिंदिया तुम्ही बन जाना
ये छोटा सा नजराना
पिया
याद रखोगे के भूल जाओगे
याद रखोगे के भूल जाओगे
आँखों में चाँद बनके उभरना
आँखों में चाँद बनके उभरना
देखो बालम देर न करना
रहता है दिल में तुम्हारा दिल
डरता है फिर भी हमारा दिल
बहुत ना तरसाना
तुम लौट के आ जाना
ये छोटा सा नजराना
पीया
याद रखोगे के भूल जाओगे
याद रखोगे के भूल जाओगे
बता दूं क्या लाना
तुम लौट के आ जाना
ये छोटा सा नजराना
पीया
याद रखोगे के भूल जाओगे
याद रखोगे के भूल जाओगे
Bataa Doon Kyaa Laanaa
Tum Laut Ke Aa Jaanaa
Ye Chhota Sa Nazraanaa
Piyaa
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Bataa Doon Kyaa Laanaa
Tum Laut Ke Aa Jaanaa
Ye Chhota Sa Nazraanaa
Piyaa
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Ho
Ho
Sajte Hain Jo Tan Pe Hamaare
Sajtke Hain Jo Tan Pe Hamaare
Wo Hain Piyaa Nain Tumhaare
Hai Lat Jo Maathe Pe Aayi Si
Choodi Hai Meri Kalaayi Ki
Palat Ke Jab Aanaa
Ye Lat Ye Nazar Laana
Ye Chhota Sa Nazraana
Piya
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Aaa Aaa
Aaa Aaa Aaaa
Chaahat Se Ye Maang Bharoongi
Chaahat Se Ye Maang Bharoongi
Bindiya Ka Main Chaah Karoongi
Maathhe Pe Laage Suhaani Si
Honthon Pe Tere Nishaani Si
Balamwa Jab Aana
Bindiya Tumhi Ban Jaana
Ye Chhota Sa Nazraanaa
Piya
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Aankhon Mein Chaand Banke Ubharnaa
Aankhon Mein Chaand Banke Ubharnaa
Dekho Balam Der Na Karna
Rahta Hai Dil Mein Tumhaaraa Dil
Darta Hai Phir Bhi Hamaara Dil
Bahut Na Tarsaanaa
Tum Laut Ke Aa Jaanaa
Ye Chhotaa Sa Nazraana
Piyaa
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Bataa Doon Kyaa Laanaa
Tum Laut Ke Aa Jaanaa
Ye Chhota Sa Nazraanaa
Piyaa
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Yaad Rakhoge Ke Bhool Jaaoge
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Bataoon Kya Lana (बताऊँ क्या लेना)" is sung by Lata Mangeshkar.
This song is from the movie Patthar Ke Sanam (1967).
The lyrics are written by Majrooh Sultanpuri.
You can read the full lyrics of "Bataoon Kya Lana (बताऊँ क्या लेना)" on this page.
