Aayega Aayega Ek Chhail Chhabila (आएगा आएगा एक छैल छबीला)
Enjoy the lyrics of Aayega Aayega Ek Chhail Chhabila (आएगा आएगा एक छैल छबीला), a hit track from Mehrban (1967) sung by Mohammed Rafi. featuring Sunil Dutt. The lyrics are penned by Rajendra Krishan.
Read the complete lyrics of Aayega Aayega Ek Chhail Chhabila (आएगा आएगा एक छैल छबीला) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
This song stands out for its heartfelt lyrics and soothing music.
Lyrics
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
एक दिन जो मेरी छोटी सी
गुड़िया को ले जाए गए
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
भूल जा बचपन की रंग रलिया
आये दिन शर्माने के
भूल जा बचपन की रंग रलिया
आये दिन शर्माने के
छोड़ के रोजी संग सहेली
साजन के घर जाने के
चाहे घबराये चाहे
महकदा छुपाये
आने वाला आएगा
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
लाख छुपा ले हमसे लेकिन
चल तेरी यह कहती है
लाख छुपा ले हमसे लेकिन
चल तेरी यह कहती है
सूरत एक अलबेले की
तेरी आंखियो में रहती है
कैसे बलखाये
यही आस लगाये
आने वाला आएगा
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
दो दिन का अब तेरा बसेरा
बाबुल के इस आँगन में
दो दिन का अब तेरा बसेरा
बाबुल के इस आँगन में
कैसा होगा देश पिया का
जगी है चिंता मन में
चैन न आये यही सोच सताए
आने वाला आएगा
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
एक दिन जो मेरी छोटी सी
गुड़िया को ले जायेगा
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
आएगा आएगा
एक छैल छबीला आएगा
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Ek din jo meri chhoti si
Gudiya ko le jaaye ga
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Bhul ja bachpan ki rang raliya
Aaye din sharmane ke
Bhul ja bachpan ki rang raliya
Aaye din sharmane ke
Chhod ke roji sang saheli
Sajan ke ghar jaane ke
Chahe ghabraye chahe
Muhkada chhupaye
Aane wala aayega
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Lakh chhupa le humse lekin
Chal teri yeh kehti hai
Lakh chhupa le humse lekin
Chal teri yeh kehti hai
Surat ek albele ki
Teri aankhiyo mein rahti hai
Kaise balkhaye
Yahi aas lagaye
Aane wala aayega
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Do din ka ab tera basera
Babul ke is aagan mein
Do din ka ab tera basera
Babul ke is aagan mein
Kaisa hoga desh piya ka
Jagi hai chinta man mein
Chain na aaye yahi soch sataye
Aane wala aayega
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Ek din jo meri chhoti si
Gudiya ko le jayega
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Aayega aayega
Ek chhail chhabila aayega
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Aayega Aayega Ek Chhail Chhabila (आएगा आएगा एक छैल छबीला)" is sung by Mohammed Rafi.
This song is from the movie Mehrban (1967).
The lyrics are written by Rajendra Krishan.
You can read the full lyrics of "Aayega Aayega Ek Chhail Chhabila (आएगा आएगा एक छैल छबीला)" on this page.
