Dil Apna Aur Preet Parai (दिल अपना और प्रीत पराई)
Enjoy the lyrics of Dil Apna Aur Preet Parai (दिल अपना और प्रीत पराई) , a hit track from Dil Apna Aur Preet Parai (1960) sung by Lata Mangeshkar. featuring Meena Kumari. The lyrics are penned by Shailendra.
Read the complete lyrics of Dil Apna Aur Preet Parai (दिल अपना और प्रीत पराई) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
A beautiful track that connects with listeners through its meaningful words.
Lyrics
Dil Apna Aur Prit Parayi
Kis Ne Hain Ye Rit Banayi
Aandhi Me Ek Dip Jalaya
Aur Pani Me Aag Lagayi
Dil Apna Aur Prit Parayi
Kis Ne Hain Ye Rit Banayi
Dil Apna
Hai Dard Aisa Ke Sehna Hain Mushkil
Duniya Walo Se Kehna Hain Mushkil
Ghir Ke Aaya Hain Tufan Aisa
Bach Ke Sahil Pe Rehna Hain Mushkil
Ghir Ke Aaya Hain Tufan Aisa
Bach Ke Sahil Pe Rehna Hain Mushkil
Dil Apna Aur Prit Parayi
Kis Ne Hain Ye Rit Banayi
Aandhi Me Ek Dip Jalaya
Aur Pani Me Aag Lagayi
Dil Apna
Dil Ko Sanbhala Na Daman Bachaya
Failee Jab Aag Tab Hosh Aaya
Gam Ke Mare Pukare Kise Hum
Hum Se Bichhda Hamara Hi Saya
Gam Ke Mare Pukare Kise Hum
Hum Se Bichhda Hamara Hi Saya
Dil Apna Aur Prit Parayi
Kis Ne Hain Ye Rit Banayi
Aandhi Me Ek Dip Jalaya
Aur Pani Me Aag Lagayi
Dil Apna.
दिल अपना और प्रीत पराई
किस ने है ये रीत बनाई?
आँधी में एक दीप जलाया
और पानी में आग लगाई
दिल अपना और प्रीत पराई
किस ने है ये रीत बनाई?
दिल अपना…
है दर्द ऐसा कि सहना है मुश्किल
दुनिया वालों से कहना है मुश्किल
घिर के आया है तूफ़ान ऐसा
बच के साहिल पे रहना है मुश्किल
घिर के आया है तूफ़ान ऐसा
बच के साहिल पे रहना है मुश्किल
दिल अपना और प्रीत पराई
किस ने है ये रीत बनाई?
आँधी में एक दीप जलाया
और पानी में आग लगाई
दिल अपना…
दिल को सँभाला, ना दामन बचाया
फैली जब आग, तब होश आया
ग़म के मारे, पुकारें किसे हम?
हम से बिछड़ा हमारा ही साया
ग़म के मारे, पुकारें किसे हम?
हम से बिछड़ा हमारा ही साया
दिल अपना और प्रीत पराई
किस ने है ये रीत बनाई?
आँधी में एक दीप जलाया
और पानी में आग लगाई
दिल अपना…
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Dil Apna Aur Preet Parai (दिल अपना और प्रीत पराई) " is sung by Lata Mangeshkar.
This song is from the movie Dil Apna Aur Preet Parai (1960).
The lyrics are written by Shailendra.
You can read the full lyrics of "Dil Apna Aur Preet Parai (दिल अपना और प्रीत पराई) " on this page.
