India's #1 Lyrics Collection · Since 2024
Geeton ka Sangrah

Aisi Waisi Baat Nahin (ऐसी वैसी बात नहीं) 

Presenting the lyrics of Aisi Waisi Baat Nahin (ऐसी वैसी बात नहीं)  from Hero Hindustani (1998), beautifully sung by Hema Sardesai, Roop Kumar Rathod, Sapna Awasthi. featuring Arshad Warsi and Namrata Shirodkar. The lyrics are penned by Rahat Indori.

Read the complete lyrics of Aisi Waisi Baat Nahin (ऐसी वैसी बात नहीं)  and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.

A beautiful track that connects with listeners through its meaningful words.

Facebook Twitter

Lyrics

दिल पे वार होता है
फिर इकरार होता है
तन्हाई में रोते हैं
जिनको प्यार होता है

ऐसी वैसी बात नहीं
छोटी मोटी बात नहीं
यह तोह मोहब्बत है
यही इबादत है
ऐसी वैसी बात नहीं

छोटी मोटी बात नहीं
यह तोह मोहब्बत है
यही इबादत है
आँखों के रस्ते से
दिल में उतरकर दिल खो जाता है
नींद उड़ जाती है प्यार हो जाता है
ऐसी वैसी बात नहीं
छोटी मोटी बात नहीं
यह तोह मोहब्बत है
यही इबादत है

कभी यह प्यार है रेशम
कभी खुशबु कभी मौसम
कभी शोला कभी शबनम
कहीं सरगम कहीं संगम
कहीं प्रितम कहीं हमदम
इसीसे तुम इसीसे हम
चाहत के रिश्ते का जो नाम
रख दो वहीँ हो जाता है
आँखों के रस्ते से दिल में
उतारकर दिल खो जाता है
नींद उड़ जाती है प्यार हो जाता है
ऐसी वैसी बात नहीं
छोटी मोटी बात नहीं
यह तोह मोहब्बत है
यही इबादत है

धड़क उठता है चहुं छुम
जुबान चुप चुप नजर गुमसुम
यह चाहत की निशानी है
इसे आँखें सुनाती है
इसे आँखें समझती है
यह आँखों की कहानी है
बाहों की राहों में कोई
दीवाना जब खो जाता है
आँखों के रस्ते से
दिल में उतरकर दिल खो जाता है
नींद उड़ जाती है प्यार हो जाता है
ऐसी वैसी बात नहीं
छोटी मोटी बात नहीं
यह तोह मोहब्बत है
यही इबादत है
आँखों के रस्ते से
दिल में उतरकर दिल खो जाता है
नींद उड़ जाती है प्यार हो जाता है
दिल पे वार होता है
फिर इकरार होता है
तन्हाई में रोते हैं
जिनको प्यार होता है.

Dil pe waar hota hai,
Phir ikraar hota hai
Tanhaayi mein rote hain,
Jinako pyaar hota hai

Aisi waisi baat nahin,
Chhoti moti baat nahin
Yeh toh mohabbat hai,
Yahi ibaadat hai
Aisi waisi baat nahin,
Chhoti moti baat nahin
Yeh toh mohabbat hai,
Yahi ibaadat hai
Aankhon ke raste se
Dil mein utarkar dil kho jaata hai
Nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
Aisi waisi baat nahin,
Chhoti moti baat nahin
Yeh toh mohabbat hai,
Yahi ibaadat hai

Kabhi yeh pyar hai resham
Kabhi khushbu kabhi mausam
Kabhi shola kabhi shabnam
Kahin sargam kahin sangam,
Kahin pritam kahin hamdam
Isise tum isise hum
Chaahat ke rishte ka jo naam
Rakh do wahin ho jaata hai
Aankhon ke raste se dil mein
Utarkar dil kho jaata hai
Nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
Aisi waisi baat nahin,
Chhoti moti baat nahin
Yeh toh mohabbat hai,
Yahi ibaadat hai

Dhadak uthata hai chhum chhum
Jubaan chup chup najar gumsum
Yeh chaahat ki nishaani hai
Ise aankhein sunaati hai
Ise aankhein samajhati hai
Yeh aankhon ki kahaani hai
Baahon ki raahon mein koyi
Deewaana jab kho jaata hai
Aankhon ke raste se
Dil mein utarkar dil kho jaata hai
Nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
Aisi waisi baat nahin,
Chhoti moti baat nahin
Yeh toh mohabbat hai,
Yahi ibaadat hai
Aankhon ke raste se
Dil mein utarkar dil kho jaata hai
Nind udd jaati hai pyaar ho jaata hai
Dil pe waar hota hai,
Phir ikraar hota hai
Tanhaayi mein rote hain,
Jinako pyaar hota hai.



Frequently Asked Questions

Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.

Showing 4 questions
01 Who sang "Aisi Waisi Baat Nahin (ऐसी वैसी बात नहीं) " song?

"Aisi Waisi Baat Nahin (ऐसी वैसी बात नहीं) " is sung by Hema Sardesai, Roop Kumar Rathod, Sapna Awasthi.

02 Which movie is "Aisi Waisi Baat Nahin (ऐसी वैसी बात नहीं) " from?

This song is from the movie Hero Hindustani (1998).

03 Who wrote the lyrics of "Aisi Waisi Baat Nahin (ऐसी वैसी बात नहीं) "?

The lyrics are written by Rahat Indori.

04 Where can I read "Aisi Waisi Baat Nahin (ऐसी वैसी बात नहीं) " lyrics?

You can read the full lyrics of "Aisi Waisi Baat Nahin (ऐसी वैसी बात नहीं) " on this page.