Yaad Nahi Bhool Gaya (याद नहीं भूल गया)
Yaad Nahi Bhool Gaya (याद नहीं भूल गया) is a popular song from Lamhe (1991), performed by Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar. featuring Sridevi Kapoor. The lyrics are penned by Anand Bakshi.
Read the complete lyrics of Yaad Nahi Bhool Gaya (याद नहीं भूल गया) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
This song is loved by fans for its soulful music and emotional lyrics.
Lyrics
पंछी बादल प्रेमी के पागल
हम कौन हैं साथिया
ओ याद नही भूल गया
ओ याद नही भूल गया
पंछी बादल प्रेमी के पागल
हम कौन हैं साथिया
ओ याद नही भूल गया
ओ याद नही भूल गया
हमको किसी चीज़ की
कोई ज़रूरत नही
दुनिया में इस प्यार से
कुछ खूबसूरत नही
ले जाए जाने हमें ये तेज़ धारा कहाँ
हमको कोई गम नही डूबा किनारा कहाँ
है बहता पानी ये ज़िंदगानी
इसका भरोसा है क्या
पंछी बादल प्रेमी के पागल
हम कौन हैं साथिया
ओ याद नही भूल गया
ओ याद नही भूल गया
हम्म हम्म हम्म हम्म
हम्म हम्म हम्म हम्म खोये रहें
हम्म हम्म हम्म हम्म हम्म
हो हो हो हो सोये रहें
हो हो हो ढूँढे ज़माना हमें हम
यूँ ही खोये रहें
आ आ आ आ
अरमानों की सेज पे दिन रात सोये रहें
आओ ज़रा और भी नज़दीक हो जायें हम
एक दूसरे की जवां बाहों में खो जायें हम
सपने ही सपने बीच में अपने कोई नही दूसरा
पंछी बादल प्रेमी के पागल
हम कौन हैं साथिया
ओ याद नही भूल गया
ओ याद नही भूल गया
पंछी बादल प्रेमी के पागल
हम कौन हैं साथिया
ओ याद नही भूल गया
ओ याद नही भूल गया
ओ याद नही भूल गया
ओ याद नही भूल गया
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hai saathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hai saathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Humko kisi chij ki
Koi jarurat nahi
Duniya mein is pyaar se
Kuchh khoobsurat nahi
Le jaaye jaane hume ye tej dhara kahan
Humko koi gum nahi duba kinaara kahan
Hai behta paani ye zindagani
Iska bharosa hai kya
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hai saathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Hmm hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm khoye rahe
Hmm hmm hmm hmm hmm
Ho ho ho ho soye rahe
Ho ho ho dhunde jamaana hume hum
Yun hi khoye rahe
Aa aa aa aa
Armaano ki sej pe din raat soye rahe
Aao jara aur bhi najdik ho jaaye hum
Ek dusre ki jawa baahon mein kho jaaye hum
Sapne hi sapne bich mein apne koi nahi dusra
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hai saathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Panchhi baadal premi ke pagal
Hum kaun hai saathiya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
O yaad nahi bhool gaya
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Yaad Nahi Bhool Gaya (याद नहीं भूल गया)" is sung by Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar.
This song is from the movie Lamhe (1991).
The lyrics are written by Anand Bakshi.
You can read the full lyrics of "Yaad Nahi Bhool Gaya (याद नहीं भूल गया)" on this page.
