Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandhan Ko Nibhana (भैया मेरे, राखी के बंधन को निभाना)
Presenting the lyrics of Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandhan Ko Nibhana (भैया मेरे, राखी के बंधन को निभाना) from Chhoti Bahen (1959), beautifully sung by Lata Mangeshkar. featuring Balraj Sahni and Nanda. The lyrics are penned by Shailendra.
Read the complete lyrics of Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandhan Ko Nibhana (भैया मेरे, राखी के बंधन को निभाना) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
This song is loved by fans for its soulful music and emotional lyrics.
Lyrics
भैया मेरे, राखी के बंधन को निभाना
भैया मेरे, छोटी बहन को न भुलाना
देखो ये नाता निभाना, निभाना
भैया मेरे…
ये दिन ये त्योहार खुशी का, पावन जैसे नीर नदी का
भाई के उजले माथे पे, बहन लगाए मंगल टीका
झूमे ये सावन सुहाना, सुहाना
भैया मेरे…
बाँध के हमने रेशम डोरी, तुम से वो उम्मीद है जोड़ी
नाज़ुक है जो दाँत के जैसे, पर जीवन भर जाए न तोड़ी
जाने ये सारा ज़माना, ज़माना
भैया मेरे…
शायद वो सावन भी आए, जो बहना का रंग न लाए
बहन पराए देश बसी हो, अगर वो तुम तक पहुँच न पाए
याद का दीपक जलाना, जलाना
भैया मेरे…
bhaiya mere, raakhi ke bandhan ko nibhana
bhaiya mere, chhoti bahan ko na bhulana
dekho ye nataa nibhana, nibhana
bhaiya mere, raakhi ke bandhan ko nibhana
bhaiya mere, chhoti bahan ko na bhulana
bhaiya mere…
ye din ye tyohaar khushi ka, pawan jaise neer nadi ka
bhai ke ujle maathe pe, bahan lagaye mangal tika
jhume ye sawan suhana, suhanaa
bhaiya mere
bhaiya mere, raakhi ke bandhan ko nibhana
bhaiya mere, chhoti bahan ko na bhulana
bhaiya mere…
baandh ke humne resham dori, tum se wo ummed hain jodi
naajuk hain jo saans ke jaisi, par jivan bhar jaye na todi
jane ye sara zamana, zamana
bhaiya mere
bhaiya mere, raakhi ke bandhan ko nibhana
bhaiya mere, chhoti bahan ko na bhulana
bhaiya mere…
shayad wo sawan bhi aaye, jo bahna ka rang na laye
bahan paraye desh basi ho, agar wo tum tak pahunch na paye
yaad ka deepak jalana, jalana
bhaiya mere
bhaiya mere, raakhi ke bandhan ko nibhana
bhaiya mere, chhoti bahan ko na bhulana
bhaiya mere…
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandhan Ko Nibhana (भैया मेरे, राखी के बंधन को निभाना)" is sung by Lata Mangeshkar.
This song is from the movie Chhoti Bahen (1959).
The lyrics are written by Shailendra.
You can read the full lyrics of "Bhaiya Mere Rakhi Ke Bandhan Ko Nibhana (भैया मेरे, राखी के बंधन को निभाना)" on this page.
