Khiza ke phool pe aati
Kabhi bahaar nahi
Mere naseeb mein ae dost
Tera pyar nahi
Mere naseeb mein ae dost
Tera pyar nahi

Khiza ke phool pe aati
Kabhi bahaar nahi
Mere naseeb mein ae dost
Tera pyar nahi

Na jaane pyar mein kab
Main zubaan se phir jaaun
Main banke aansu khud apni
Nazar se gir jaaun

Teri kasam hai mera koi
Aitbaar nahi
Mere naseeb mein ae dost
Tera pyar nahi

Main roz lab pe nayi ek
Aah takta hoon
Main roz ek nayi gham
Ki raah takta hoon

Kisi khushi ka mere dil ko
Intezaar nahi
Mere naseeb mein ae dost
Tera pyar nahi

Gareeb kaise mohabbat
Kare ameeron se
Bichhad gaye hain kayi raanjhe
Apni heeron se

Kisi ko apne muqaddar pe
Ikhtiyaar nahi
Mere naseeb mein ae dost
Tera pyar nahi

Khiza ke phool pe aati
Kabhi bahaar nahi
Mere naseeb mein ae dost
Tera pyar nahi


खिज़ा के फूल पे आती कभी बहार नहीं
मेरे नसीब में ऐ दोस्त, तेरा प्यार नहीं
मेरे नसीब में ऐ दोस्त, तेरा प्यार नहीं ...

ना जाने प्यार में कब मैं, ज़ुबां से फिर जाऊं
मैं बनके आँसू खुद अपनी, नज़र से गीर जाऊं
तेरी क़सम है मेरा कोई, ऐतबार नहीं
मेरे नसीब में ...

मैं रोज़ लब पे नई एक, आह रखता हूँ
मैं रोज़ एक नये ग़म की राह तकता हूँ
किसी खुशी का मेरे दिल को, इन्तज़ार नहीं
मेरे नसीब में ...

गरीब कैसे मोहब्बत, करे अमीरों से
बिछड़ गये हैं कई रांझे, अपनी हीरों से
किसी को अपने मुक़द्दर पे, इख्तियार नहीं
मेरे नसीब में ...

खिज़ा के फूल पे आती कभी बहार नहीं
मेरे नसीब में ऐ दोस्त, तेरा प्यार नहीं