Bhooli Bisri Yaadon Mein (भूली बिसरी यादों में)
Bhooli Bisri Yaadon Mein (भूली बिसरी यादों में) is a popular song from Virrudh... Family Comes First (2005), performed by Ajit Parab..
Read the complete lyrics of Bhooli Bisri Yaadon Mein (भूली बिसरी यादों में) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
Listeners are drawn to this song for its lyrical beauty and composition.
Lyrics
भूली बिसरी यादों में
अब भी कही प्यार छुपा हैं
भूली बिसरी यादों में
अब भी कही प्यार छुपा हैं
भूली बिसरी यादों में
अब भी कही प्यार छुपा हैं
तेरा ह्रदय मेरा ह्रदय
एक बात कह रहा हैं
शिकवों में क्या रखा हैं
सब कुछ हैं प्यार में
शिकवों में क्या रखा हैं
सब कुछ हैं प्यार में
क्यों उम्र यह बता दे
एक इंतज़ार में
नज़रों के सामने से
पल पल गुजार रहा हैं
चल साथ चल साथ
चल साथ कह रहा हैं
भूली बिसरी यादों में
अब भी कही प्यार छुपा हैं
कुछ वक़्त मिल गया हैं
चलो दिल की बात करले
कुछ वक़्त मिल गया हैं
चलो दिल की बात करले
जी तो यह कह रहा हैं
बाहों में तुमको भर ले
कब से जुदाई तुमसे
मैं मेरा सेह रहा हैं
चल साथ चल साथ
चल साथ कह रहा हैं
भूली बिसरी यादों में
अब भी कही प्यार छुपा हैं
कैसा बनाया रब ने
यह ज़िन्दगी का मेला
दुनिया हैं साथ साडी
फिर भी हैं मैं अकेला
आँखों से अश्क बनके
ज़ज़्बात रहा हैं
चल साथ चल साथ
चल साथ कह रहा हैं
भूली बिसरी यादों में
अब भी कही प्यार छुपा हैं
भूली बिसरी यादों में
अब भी कही प्यार छुपा हैं
तेरा ह्रदय मेरा ह्रदय
एक बात कह रहा हैं
साथ कह रहा हैं
चल साथ चल साथ
चल साथ कह रहा हैं.
Bhooli bisri yaadon mein
Ab bhi kahi pyar chhupa hain
Bhooli bisri yaadon mein
Ab bhi kahi pyar chhupa hain
Bhooli bisri yaadon mein
Ab bhi kahi pyar chhupa hain
Tera hriday mera hriday
Ek baat keh raha hain
Shikwo mein kya rakha hain
Sab kuch hain pyar mein
Shikwo mein kya rakha hain
Sab kuch hain pyar mein
Kyu umr yeh bita de
Ek intzar mein
Nazro ke samne se
Pal pal gujar raha hain
Chal saath chal saath
Chal saath keh raha hain
Bhooli bisri yaadon mein
Ab bhi kahi pyar chhupa hain
Kuch waqt mil gaya hain
Chalo dil ki baat karle
Kuch waqt mil gaya hain
Chalo dil ki baat karle
Jee to yeh keh raha hain
Baaho mein tumko bhar le
Kab se judai tumse
Mann mera seh raha hain
Chal saath chal saath
Chal saath keh raha hain
Bhooli bisri yaadon mein
Ab bhi kahi pyar chhupa hain
Kaisa banaya rab ne
Yeh zindagi ka mela
Duniya hain saath sari
Phir bhi hain mann akela
Aankhon se ashk banke
Zazbat raha hain
Chal saath chal saath
Chal saath keh raha hain
Bhooli bisri yaadon mein
Ab bhi kahi pyar chhupa hain
Bhooli bisri yaadon mein
Ab bhi kahi pyar chhupa hain
Tera hriday mera hriday
Ek baat keh raha hain
Saath keh raha hain
Chal saath chal saath
Chal saath keh raha hain.
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Bhooli Bisri Yaadon Mein (भूली बिसरी यादों में)" is sung by Ajit Parab.
This song is from the movie Virrudh... Family Comes First (2005).
The lyrics are written by the lyricist.
You can read the full lyrics of "Bhooli Bisri Yaadon Mein (भूली बिसरी यादों में)" on this page.
