Tumse Achha Kaun Hai (तुमसे अच्छा कौन हैं)
Presenting the lyrics of Tumse Achha Kaun Hai (तुमसे अच्छा कौन हैं) from Tumse Achha Kaun Hai (1969), beautifully sung by Mohammed Rafi.. The lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.
Read the complete lyrics of Tumse Achha Kaun Hai (तुमसे अच्छा कौन हैं) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
This track is popular among listeners for its melody and meaningful words.
Lyrics
हो तुमसे अच्छा कौन है
दिल लो, जिगर लो, जान लो
हम तुम्हारे हैं सनम
तुम हमें पहचान लो
हो तुमसे अच्छा कौन है
दिल लो, जिगर लो, जान लो
हम तुम्हारे हैं सनम
तुम हमें पहचान लो
मैं हूँ वो झोंका मस्त हवा का
संग तुम्हारे चलता रहूँगा
जब से हुई है तुमसे मोहब्बत
मिलता रहा हूँ मिलता रहूँगा
मैं हूँ वो झोंका मस्त हवा का
संग तुम्हारे चलता रहूँगा
जब से हुई है तुमसे मोहब्बत
मिलता रहा हूँ मिलता रहूँगा
हो तुमसे अच्छा कौन है
दिल लो, जिगर लो, जान लो
हम तुम्हारे हैं सनम
तुम हमें पहचान लो
हो तुमसे अच्छा कौन है
दिल लो, जिगर लो, जान लो…
Ho, tum se achchhaa kaun hai
Dil lo jigar lo jaan lo
Ham tumhare hain sanam
Tum hamen pahchaan lo
Ho, tum se achchhaa kaun hai
Dil lo jigar lo jaan lo
Ham tumhare hain sanam
Tum hamen pahachaan lo
Main hoon wo jhonkaa, mast hawaa kaa
Sang tumhaare, chaltaa rahoongaa
Jab se huyi hai, tum se mohabbat
Miltaa rahaa hoon, miltaa rahoongaa
Main hoon wo jhonkaa, mast hawaa kaa
Sang tumhaare, chaltaa rahoongaa
Jab se huyi hai, tum se mohabbat
Miltaa rahaa hoon, miltaa rahoongaa
Ho, tum se achchhaa kaun hai
Dil lo jigar lo jaan lo
Ham tumhare hain sanam
Tum hamen pahchaan lo
Ho, tum se achchhaa kaun hai
Dil lo jigar lo jaan lo
Ham tumhare hain sanam
Tum hamen pahchaan lo
Seene mein dil hai, dil mein tumhi ho
Tum mein hamaari, chhoti si jaan hai
Tum ho salaamat, ham ko nahin gham
Tum se hamaari, duniyaa jawaan hai
Seene mein dil hai, dil mein tumhi ho
Tum mein hamaari, chhoti si jaan hai
Tum ho salaamat, ham ko nahin gham
Tum se hamaari, duniyaa jawaan hai
Ho, tum se achchhaa kaun hai
Dil lo jigar lo jaan lo
Ham tumhare hain sanam
Tum hamen pahchaan lo
Ho, tum se achchhaa kaun hai
Dil lo jigar lo jaan lo
Ham tumhare hain sanam
Tum hamen pahchaan lo
Mar ke bhi dekhaa, mar naa sake ham
Dilki lagi ne, hamko bachaayaa
Teri nazar kaa, jaadu hai shaayad
Jisne hame phir, zindaa banaayaa
Mar ke bhi dekhaa, mar naa sake ham
Dilki lagi ne, hamko bachaayaa
Teri nazar kaa, jaadu hai shaayad
Jisne hame phir, zindaa banaayaa
Ho, tum se achchhaa kaun hai
Dil lo jigar lo jaan lo
Ham tumhare hain sanam
Tum hame pahchaan lo
Ho, tum se achchhaa kaun hai
Dil lo jigar lo jaan lo
Ham tumhare hain sanam
Tum hame pahachaan lo.
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Tumse Achha Kaun Hai (तुमसे अच्छा कौन हैं)" is sung by Mohammed Rafi.
This song is from the movie Tumse Achha Kaun Hai (1969).
The lyrics are written by Hasrat Jaipuri.
You can read the full lyrics of "Tumse Achha Kaun Hai (तुमसे अच्छा कौन हैं)" on this page.
