Rula Ke Gaya Sapna Mera (रुला के गया सपना मेरा)
Rula Ke Gaya Sapna Mera (रुला के गया सपना मेरा) is a popular song from Jewel Thief (1967), performed by Lata Mangeshkar. featuring Dev Anand and Vyjayanthimala. The lyrics are penned by Shailendra.
Read the complete lyrics of Rula Ke Gaya Sapna Mera (रुला के गया सपना मेरा) and enjoy this beautiful song. Explore more Hindi, Bollywood, and latest song lyrics on Lyrics Sangrah.
The song has gained attention for its beautiful composition and lyrics.
Lyrics
O o o
Aa aa
Aa aa
Rula ke gaya sapna mera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho savera
Rula ke gaya sapna mera
Woh hi hai gham-e-dil
Woh hi hain chanda taare haye
Woh hi hum besahaare
Woh hi hai gham-e-dil
Woh hi hain chanda taare
Woh hi hum besahaare
Aadhi raat woh hi hai
Aur har baat woh hi hai
Phir bhi na aaya lutera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho savera
Rula ke gaya sapna mera
Aa aa
Kaisi yeh zindagi
Ke saanson se hum ube
Ke dil duba hum doobe
Kaisi yeh zindagi
Ke saanson se hum ube
Ke dil duba hum doobe
Ik dukhiya bechari
Is jeewan se haari, uss par yeh gham ka andhera
Rula ke gaya sapna mera
Baithi hoon kab ho savera
Rula ke gaya sapna mera
रुला के गया सपना मेरा बैठी हूँ कब हो सवेरा, रुला ... वही है ग़म-ए-दिल, वही है चंदा, तारे हाय, वही हम बेसहारे आधी रात वही है, और हर बात वही है फिर भी न आया लुटेरा, रुला ... कैसी ये ज़िंदगी, कि साँसों से हम, ऊबे हाय, कि दिल डूबा हम डूबे एक दुखिया बेचारी, इस जीवन से हारी उस पर ये ग़म का अन्धेरा, रुला ...
Frequently Asked Questions
Everything you need to know about LyricsSangrah - answered simply and clearly.
"Rula Ke Gaya Sapna Mera (रुला के गया सपना मेरा)" is sung by Lata Mangeshkar.
This song is from the movie Jewel Thief (1967).
The lyrics are written by Shailendra.
You can read the full lyrics of "Rula Ke Gaya Sapna Mera (रुला के गया सपना मेरा)" on this page.
